Posts

Showing posts from January 6, 2011

MUJHSE MILNE

Mujhse Milne Ke Wo Karta Tha Bahaane Kitne Ab Guzaarega Mere Saath Zamaane Kitne Main Gira Tha To Bahot Log Ruke The Lekin Sochta Hoon Mujhe Aaye The Uthaane Kitne Jis Tarah Maine Tujhe Apna Bana Rakha Hai Sochte Honge Yahi Baat Na Jaane Kitne Tum Naya Zakhm Lagao Tumhe Isse Kya Hai Bharne Waale Hai Abhi Zakhm Puraane Kitne..

KACHI DEEWAR

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko, Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujko ! Tumko Aankho Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon, Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujko ! Baat Karnay Mein jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein, Main Samajh Jaaonga Nazron Say Bataana Mujko ! Vaada Utna Hi Karo Jitna Bibha Saktay Ho, Khawab Poora jo na ho woh na Dikhana Mujko ! Apnay Rishtay ki Nazaakat ka Baram Rakh Lena, Main to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujko ! Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko, Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujko !

KITNI AZIAT SE US NE

Kitni aziat se us ne mujh ko bhulaya hoga Mere yado ne usay khoob rulaya hoga Baat bay baat ankh us ki jo chhalakti hogi Us ne chehre ko bazo-on mai chhupaya hoga Socha hoga us ne din may qaye baar mujhe Naam haathele pe bhi likh likh k mitaya hoga Jaha us ne mera zikr suna hoga kisi se Us ki ankho mai koi anso tou aya hoga Raat k bhegne tak neend na aye hogi tujhe Tu ne takeye ko bhi senay se laagya hoga Ho k nidhal mere yado se tu ne jana Mere tasveer pe sar apna tikaya hoga Poocha hoga jo kisi ne tere halat ka sabab Tu ne bato mai khub us se chhupaya hoga Jab kabhi chand ko dekha akele tu ne Tujhe Meira saath bara yaad aya hoga..

~~~kaho ik din tum aao gey~~~

Jhuki hein ab meri nazrein, tumhe jo yaad kerti hein, baharein laut lao gey, kaho ik din tum aao gey. woh sari teri perchaiyan, tasawar ki woh tanhaiyan, jo aankhon se barasti hein kaho sab chor aao gey. kaho ik din tum aao gey. ye arzan hai khazan hum per, pholon ka hai eeman tum per, muhabat tor lao gey, kaho ik din tum aao gey. kyun nazrein teri piyasi hein, kaho kis ki matlashi hein, hakiqat ban ke aao gey, khawabon ko tor jao gey. kaho ik din tum aao gey.

Dost Miltay Jultay Hay

Dost Miltay Jultay Hay sath sath chaltay hay sath sath chlanay may ranjishay tu hotiee hay ranjishoo may lakin chatien tu hotie hay cahatoon ki bihi her pal ek ajab kahani hay hont hansatay hay ankheen bheeg jatii hay en behgtii nighaoon may khuwab jaltay bhoujtay hay khuwab k khuch aloo hotay hay khuch paroo hotay hay dur k safar may khuch mor aisay atay hay khuwab toth jatay hay sath choot jatay hay khwab k alaoo k rakh bihi tu uthni hotiee hay kirchiya uthnay may waqat beet jata hay Darad jeet jata hay...

MUJHSE MILNE

MUJHSE MILNE Mujhse Milne Ke Wo Karta Tha Bahaane Kitne Ab Guzaarega Mere Saath Zamaane Kitne Main Gira Tha To Bahot Log Ruke The Lekin Sochta Hoon Mujhe Aaye The Uthaane Kitne Jis Tarah Maine Tujhe Apna Bana Rakha Hai Sochte Honge Yahi Baat Na Jaane Kitne Tum Naya Zakhm Lagao Tumhe Isse Kya Hai Bharne Waale Hai Abhi Zakhm Puraane Kitne..

Chaand Bhi Dekha, Phool Bhi Dekha,

Chaand Bhi Dekha, Phool Bhi Dekha, Badal, Bijli, Titli, Jugnu, Koi Nahi Hai Aysa, Tera Husn Hai Jaisa, Meri Nagha Ne Yeh Kaisa Khawab Dekha Hai, Jamee Mein Chalta Hua Mahtaab Dekha Hai, Meri Akho Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekh Kar, Kiska Chera Ab Mein Dekhu, Tera Chera Dekh Kar, Neendh Bhi Dekhi, Khawaab Bhi Dekha, Chudi, Bindiya, Darpan, Khusbu, Koi Nahi Hai Aysa, Tera Pyar Hai Jaisa, Rang Bhi Dekha, Roop Bhi Dekha, Rasta, Manjil, Sahil, Mahfil, Koi Nahi Hai Aisa, Tera Saath Hai Aisa, Meri Akho Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekh Kar, Meri Akho Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekh Kar, Kiska Chera Ab Mein Dekhu, Tera Chera Dekh Kar, Bahut Khubsurat Hai Aakhe Tumhari, Bana Legiye Inko Kismat Hamari, Use Aur Kya Chahiye Zindagi Me, Jise Mil Gaye Hai Mohabat Tumhari..

^^^ DAY JAO ^^^

^^^ DAY JAO ^^^ Naye khawab sajanay se pehlay puranay khawab tu day jao , Nayee subha nayee shaam k badlay meray jawab tu day jaoo. Kahu tum bhool paoo gay guraizan shab-e- wisaal ki saat Sard mosam main bukhshee germahat ki hisaab tu day jaoo Abhi tu mehsoos bhi na ker paye hain lezat-e-jan ki bayqarary ko Din dhalay ki halchal raat gaye ka shabab tu day jaooo Chalay hain chor ker mujhay puranay meray dost thay jitnay Karoon ab kis se tiree batain ehbaab tu day jaooo Main muntazir miloon ga tumhay kahu ger tum lout aaaoo gay Purany dehleez ki chookhet per miree wishal tu dayy jaoo Zulf bakhairay raat sayah si Sohni ji ab maree maan hi lu Main dherkan pe apni saja k rekhoon ga ik kitab tu day jaoo..

^^^ DAY JAO ^^^

^^^ DAY JAO ^^^ Naye khawab sajanay se pehlay puranay khawab tu day jao , Nayee subha nayee shaam k badlay meray jawab tu day jaoo. Kahu tum bhool paoo gay guraizan shab-e- wisaal ki saat Sard mosam main bukhshee germahat ki hisaab tu day jaoo Abhi tu mehsoos bhi na ker paye hain lezat-e-jan ki bayqarary ko Din dhalay ki halchal raat gaye ka shabab tu day jaooo Chalay hain chor ker mujhay puranay meray dost thay jitnay Karoon ab kis se tiree batain ehbaab tu day jaooo Main muntazir miloon ga tumhay kahu ger tum lout aaaoo gay Purany dehleez ki chookhet per miree wishal tu dayy jaoo Zulf bakhairay raat sayah si Sohni ji ab maree maan hi lu Main dherkan pe apni saja k rekhoon ga ik kitab tu day jaoo..

KAASH

Kaash tune bhi mujh ko chaha hota Auron ki tarha apna mujh ko kaha hota Miane tujh ko chaha tujh ko hi socha Kaash tune bhi meri tarha socha hota Sochti hoon tujh ko bhool jaoon main Kaash yeh hunar bhi mujh ko aaya hota Ek doosre ke beghair na jee sakte Kaash humara bhi koi aisa talluq hota..

DECEMBER LOT AAYA HAI

DECEMBER LOT AAYA HAI gay din.....!! gay pal lottay nahi magar mosam lot aay hain wohi musam! jo apni rafaqtoon k ameen rahy sary lamhy jo dil ko azbar thy sunno! woh musam lot aaya hai meri khirki main thandi yakh basta hawain tumhari hiddat chura k lai hain khunak musam mujh say batain karta hai tumhary lehjy main! bolta hai wohi methi c sargoshi wohi jado bhara lehja sochoon u pass ho kitny dekhoon jo tum kahin bhi nahi DECEMBER lot aaya hai magar ab k tumhary aehsaas k siwa kuch kahin bhi nahi kuch bhi nahi...!!

( REHNE 2 )

( REHNE 2 ) Wo Khafa Hen Hum Se To Khafa Hi Rehne 2 Hum Ko Unka Gunahgar Hi Rehne 2 > Wo Samjhte Hen Hum Ne Chorr Diya Hy Unko, Baat To Jhoot Hy Magar Such Hi Rehne 2 > Mudaton Mangi Hen Khuda Se Khushian Unki, Jo Aata He ILzam Hum Pe To ILzam Hi Rehne 2 > Unki Shart Hy K Mein Bewafa Banu, Agr Khushi Miley Unko To Mujhe Bewafa Hi Rehne 2 > Aaye Ga Wqt To Dikhaen Ge Tum Ko Apna Khuloos, Abhi Khamosh Hen, Hum Ko Bus Khamosh Hi Rehne2.

Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha

~ WASI SHAH ~ Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha, Tanhai Mein Shehar Basaya Karta Tha, Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat, Deewaron Ko Dard Sunaya Karta Tha, Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baton Par, Or Phir Khud Ko Aap Hansaya Karta Tha, Jalne Lagti Laho Mein Judai To Ro Deta, Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karta Tha Kachi Umar Ka Pyar Use Le Doba,WASI Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karta Tha.@

کسی کومحبت میں وفاملتی ھے،

کسی کومحبت میں وفاملتی ھے، کسی کومحبت میں سزاملتی ھے. آسمان پربنتاھے عجیب سامنظر، دلوں کی جب فضاملتی ھے. ھوجاتی ھے پل بھرمیں عشق کی انتہا، نظرسے جب نگاہ ملتی ھے. کوئی روتاھے دن رات مگر، کسی کومحبت بے بہاملتی ھے. کسی کوملتانہیں چین اک پل بھی، کسی کوخوشی کی انتہاملتی ھے

Dar-e-kainat jo wa kary usi aagahi ki talaash hy

Dar-e-kainat jo wa kary usi aagahi ki talaash hy, mujy roshni ki talaash thi mujy roshni ki talaash hy, gham-e-zindagi k fishaar me, teri aarzu k ghubaar me, isi be'hisi k hisaar me, mujy zindagi ki talaash hy, ye jo sarsari C nishaat hy, ye to chund lamhon ki baat hy, meri rooh tk jo utar saky, mujy us khushi ki talaash hy, ye jo aag hy dabi dabi, nhe dosto mery kaam ki, wo jo aik aan me phoonk dy, usi sho'algi ki talaash hy, ye jo male jol ki baat hy ye jo majlisi si hyat he, mujhy is se koi garaz nai mujhe ,DOSTI, ki talash he,..

Meri PehLi Muhbat Hai

This ghazal was sent me my best friend Imran.. ¤*,.GHAZAL.,*¤ Zara Sa Maan Rakh Laina Meri PehLi Muhbat Hai Sitam Tm Soch Kar Karna Meri PehLi Muhbat Hai Agr Janay Ki Zid Hai To ChaLay Jao Mgr Sun Lo! JaLdi Loat K Aana Meri PehLi Muhbat Hai Jigar K Khoon Se Likh Kar Tujhe Paigam Bheja Hai Ik Ik Lafz Ko Parhna Meri PehLi Muhbat Hai Mit Jaon Ga Duniyan Se Mje DiL Se Mitana Mat Sada DiL Me Mujhe Rakhna Meri PehLi Muhbat Hai.

Yaad Teri Jab B Aai Wafa Roti Rahi

Yaad Teri Jab B Aai Wafa Roti Rahi, Aankh Se Barsa Wo Baadal K Intiha Hoti Rahi, Kal Najany Kya Sitam Toota Teri Yad Aaney K Baad, Raat Bahr Galiyon Main Kio Pagal Hawa Roti Rahi, Tere Milney Ki Dua K Liye Jab B Haath Uthaey Main Ne "MOHSIN", Meri Is Masoom Khwahish Pe Najaney Kio Dua Roti Rahi..

Ranjha ranjha kerdi hunh

BUllayh Shah Ranjha ranjha kerdi hunh main apay ranjha hoyee saddo menu "dheedo ranjha","heer" na akhoo koi! ranjha main wich,main ranjhay wich, gher khayal na koi main nahin, auh aap hay,apni aap keray dil joyee! jo kujh saday andar wassay zaat asaadi soyee jisde naal main neunh lagaya ouh jesi hoyee.. my favrt lines are.. "chitti chadaar la suth kurhye pehen faqeeran loyee, chitti chadar daagh lagesii,loyye daagh na koyee!!" takht hazaray le chal bullhiya,syaalin milay na dhoyee ranjha ranjha kerdi hunh main apay ranjha hoyee.........!!

1 gaon me 1 larki ko 1

1 gaon me 1 larki ko 1 larkay se pyar ho gaya mgar larkay ne larki ko thukra dia Larki ne khud'kushi ka faisla kia or raat ko darya me kood gai mgar wahan 1 larkay ne darya me kood kr uski jaan bacha li Mgar logon ne un 2no ko dekh lia or ghalt ilzam lganay shuru kr diye Larka bhag gaya or logon ne larki ko gaon se nikaal dia. . Ab wo larki gali gali ye awaz lagati phirti hy . "MUNNi BADNAAM HUi DARLiNG TERE LiYE".,

Ab yad dilaen kia tumko,

(GHAZAL) ab yad dilaen kia tumko, ye December b akhir beet gaya, aur apna b koi dosh nahi, ye bazi b jag jeet gaya, wo sard hawaen ab b hen, rangeen fizaen ab b hen, wo bhegy bhegy pani ki, pur-shor sadaen ab b hen, m ab b udher ko jata hon, aur dil apna sulgata hon, ab tum nahi hote sath mery, hoty hen khali hath mery, pur-shor sadaen pochti hen, wo sard hawaen pochti hen, wo kahan gaya sathi tera,.kia fir ye zamana jeet gaya..

Naya Saal

Aey naye saal bata tujh main naya kya hai har taraf khalq ne kyun shor macha rakha hai roshni din ko wohi taaron bhari raat wohi aaj hum ko nazar ati hai har baat wohi aasmaan badla hai na afsos badli hai zameen eik hindsey ka badalna koi jiddat to nahi agley barson ki taraha hongey qareeney terey kisey maloom nahi baaraa maheeney terey january,ferwary,aur march main paregy sardi aur april,mayee,june main hogi garmiiiiii tera sune dehr main kuch khoyega kuch payega apni miyaad basar kar key chala jayegaa' tu naya hai to dikha subha nayee,shaaam nayeee warna in ankhon ney dekhey hain saal kayee!!!!! besabab detey hain q log mubarakbadein!!!!!!!!!!!! galiban bhool gaye waqt ki qarvii yaadein!!!!!!!!!! teri aamad sey ghatti umer jahan main sab ki!!!!!!!! FAIZ ney likhi hey ye nazam niraley dhab kiii!!!!!!

WAFA HAI ZAAT AURAT KI

Wo aksar muj se kehti thi,, WAFA HAI ZAAT AURAT KI. Mgar jo mard h0te hain, Boht be-dard h0te hain, Kisi Bhanware ki surat Gul ki khushb0 lO0t Jate hain, Suno! Tum k0 kasam meri, Riwayat t0r dena tum, Na tanha ch0r k jana, Na ye Dil t0r k jana, Mgar phir yun huwa hamdam, Muje anjan raste par, Akela ch0r kr usne, Mera dil t0r kr usne, M0habat Ch0r di usne, "WAFA HAI ZAAT AURAT KI.." Riwayat t0r di usne...!

December

. . . . December" ********************* Abi lamhey nahi bikhray, Abi mosam nahi bichray, Mery kamrey ki thandak mein, Abi kuch dhoop baqi hai. . Meri diary k kuch safhay, Abi kuch keh nahi paey, Merey angan k sb poaday, Abi b gungunaty hain. . Mery be-jaan honton pr, Abi muskaan baqi hai. . Kisi k lot aaney ka, Abi imkaan baqi hai. December...! Baat ik sun lo ! Suno ! Tum maan jao na! K jab tk wo nahi aata , December tum!! Naa jao na !"....