GHAZAL

Gham ke barish ni bhi teri naqsh ko dhoya nahin,

Tooni mujhko khodya mini tujhi khoya nhin,

Neend sa halka gulabe sa khumar aankhon min tha,

Yoon lga jisi wo shab ko dir tak soya nahin,

Har tarf dewar-o-dar or un min ankhon ka hujoom,

kah saki jo dil ke halt wo labi go yoon nahin,

Jurm-e-adam ni kia or nasl-e-adam ko saza,

Kat'ta hoon zindge bhar mini jo boya nahin,

Janta hoon ek aisi shakhs ko min bhi "muner"

Gham si pathr hogya likin kabhi roya nahin.


KALEEM AIJAZ

Zalim tha wo or zulm ke adat bhi buht thi,

Majboor thi ham us si muhabbat bhi thi,

Us but ki sitam sah ki dikha hi diya ham ni,

Go apne tabee'at min baghawat bhi buht thi,

Waqif he na tha ramz-e-muhabbat si wo warna,

Dil ki liyi thore si ainayat bhi buhat thi,

Yoon he nahin mashoor-e-zamana mera qatil,

Us shakhs ko us fun min maharat bhi buhat thi,

Kia dor-e-ghazal tha ki lahoo dil min buhat tha,

Or dil ko lahoo karni ke fursat bhi buhat thi,

Har sham sunati thi haseenon ko ghazal ham,

Bulawa ki ham aijaz pishiman bhi buhat hin,

Kia kijyi ki kam bakht ke shuhrt bhi buht hi.



GUMNAAM SURINDER MALIK

Yi kise muhabbat kahan ki fasani,

Yi peni pilani ki sab hin bahani,

Wo damn ho unka ki sun saan sahira,

bas hamko to aakhir hin aanso bahani,

Yi kisni mujhi mast nazron si dikha,

Lagi khud b khud qadm larkhrani,

Chalo GUMNAM ab mikdi min,

Tumhin dafn karni hin kae gham purani.



GUMNAM SURINDER MALIK.

Maste bhare nazr ka nasha hi mujhi abhi,

Yi jaam door rakhdo pi loonga phir kabhi,

Dil jala ki bazm ko roshan na kijiyi,

Es mihjabeen ko aani min kuch dir hi abhi,

Hamni to ashak pe ki guzare hi sare umar,

Hamsi khafa hi kis liyi akhir yi zindge,

Jam-e-subo ko dir hi rahni di saqi,

Mujhko utarna hi kal ka nasha abhi.



NOSHE GELANI

Jo uske yaad ate hi to kyun mahsoos karti ho?

Muhabbat ab satae hi to kyun nahsoos kyun karti ho?

Tum un logon si hat kar bhi to zinda rah nahin sakti,

Yi dunya dil dukhate hi to kyun mahsoos karti ho?

Barsti hin jo badal to utar jata hi bhoj unka,

Tumhin khuwahish rulate hi to kyun mahsoos karti ho?

Wuhe chashm-e-tasawur hi wuhe hi dil ke halt bhi,

Wo soorat hashr uthate hi to kyun mahsoos karti ho?

Kaha tha kisni rakho tum sunhri khuwab anhkon min,

Aser-e-neend urte hi to kyun mahsoos karti ho?

Use si milti julti hin adain sab balaon ke,

Hawa pagl bnate hi to kyun mahsoos karti ho?

Jisi tum chand kahti uhi wuhe ankh min roshan,

agr shab jagmgate hi to kyun mahsoos karti ho?...

EIMAAN TAQI

Ek dil min tha ek samni darya usi kahna,

Mumkin tha kahan pi utrna usi kahina,

Hijran ki mosam min hola tha kise ka,

Emkan ki bhanwr si koi ubhra usi kahina,

Ek harf ke kirche kahin seni min chubhe thi,

Pihron the koi toot ki roya usi kahina,

Jate thi koi rah akeli kis janib,

Tanha tha safar min ko saya usi kahina,

Har zakhm dharkan min sada goonj rahe thi,

Ek hashar tha shor sharaba usi kahina.



PARVIZ BAAGHI

Purkhon ke riwayat hi usi tum bhi nibhao,

Piyason ko samndr si buht door basao,

Yoon fikr min har shakhs ke khud ko na ghulao,

Jeena hi to phir dil ko bhi pathr ka banao,

Yi yaad rahi zulm ke had hote hi yaro,

Tum hamko sato magr aitna na satao,

Har khuwab-e-kohan tishnae tasver hi jab tak,

Tum koi nya khuwab na logon ko dikhao,

Jagi hui soni pi razamand nahin hin,

Soi hui logon ko nj parviz jagao.



By: Ghulam Ali
03443888256
ali.buriro207@gmail.com


_______________________
Kbhi tanha jo hoti hin,
To dil kahita hi tum aao,

Agar logon si milti hin,
To dil kahita hi tum aao,

Talash-e-rizq min nikli parindi sham dhalni tak,
To dil kahita hi tum aao,

Gharon ko jab palt'ti hin,
To dil kahita hi tum aao,

Bare mushkil si din min ham usi khamosh karti hin,

Magr sai jo dhalti hin,
To dil kahita hi tum aao,

Wo ek nargis ka poda tumni khud he to lagaya tha,,

Use par phool khilti hin,
To dil kahita hi tum aao...


_______________________
Tumhari khat min nya ek salam kis ka tha,

Na tha raqeeb to aakhir wo naam kis ka tha,

Wo qatal karki mujhi har kise si poochta hi,

Yi kam kisni kiya hi yi kam kis ka tha...

______________________
Manzlin bhi usken thin rasta bha uska tha,

Qafla bhi uska tha sath sath chalni ka fisla bhi uska tha,

Phir rasta badlni ka fisla bhi uska tha,

Aaj kyun akila hoon? Dil sawal karta hi,

Log to uski thi kya khuda bhi uska tha..
By: Ghulam Ali
03443888256
ali.buriro207@gmail.com



Tere khyal mein rat guzr jati hai

Bebasi k hal mein rat guzr jati hai

Tu mujhe yad krtI hai b k nai?

Isi Sawal mein rat guzr jati hai,

Tere chehre ka aks zehen mein banata hon,

Tasawur-e-hilal mein rat guzr jati hai,

Tumhain chand kahon ya chand jaisa kahon,

Sochon k jal mein rat guzr jati hai,

Kash k tu hr waqat mere 7 rahe,

Khuwahish-e-kamal mein rat guzr jati hai

Baghair qismat k kuch b nahi milta

Bus isi malaal mein
raat guzr jati hai..!!
=<>====<>====<>====<>====<>====<>===


Anjan tu is gham se koi reh nahi sakta

Koi zabt krta hy tu koi seh nahi sakta

Mohabat tu her DiL ko ho jati hy lekin

Koi izhar karta hy tu koi keh nahi sakta...
=<>===<>===<>===<>===<>===<>===<>==

"Us ki Berukhi Par B Fida Hoti Hai Jaan Apni

"...SAQI..."

"KHUDA Jany Agr WO Pyar Krta To Kiya Hota...

Popular posts from this blog

Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,