Posts

Showing posts from May 20, 2011

Kiss kadar anokha hy raabta muhabbat ka,

"= WASI SHAH = " Kiss kadar anokha hy raabta muhabbat ka, Kab na janay ho jaye mojza muhabbat ka.. Apni zaat sy b wo ajnabi sa lagta hy, Jiss k sath ho jaye haadsa muhabbat ka... Wo chala hi jata hy jis ny jana hota hy, Lakh do chahay usko waasta muhabbat ka Zindagi mein jeenay ka aasra nahi rehta, Jab kisi sy chen jaye hosla muhabat ka Doston sy 'Romi' agr tumhain muhabat hy, Doston ko mt dena mashwara muhabat ka...!

Shiqwa Teri "Yaadon" Se Istrha Kia Hum Ne.

" GAZAL" Shiqwa Teri "Yaadon" Se Istrha Kia Hum Ne. Hanstay Hanstay Dil Ko "Rula" Diya Hum Ne. Ek Lamha Diya Tu Ne "Jeene" Ke Liye, Aur Us Mein Zindagi Ko "Bita" Diya Hum Ne. Ek Safay Pe Likhi Teri Yaad Ki "Dastaan" Dusra Hisa "Khali" Hi Jala Diya Hum Ne. Kis Baat Ki "Maazrat" Chahte Hain Wo, Jis Baat Ko Sunte Hi "Bhula" Diya Hum Ne. Wo Kyun Nahi Aate Hamare Paas Jin Ki Raahon Main Palkon Ko Bicha Diya Hum Ne..!

Be chain umangon ko behla k chale jana,

Be chain umangon ko behla k chale jana, Hum tum ko na roken ge bas aa k chale jana, Milne jo na aaye tum thee kon c majboori, Jhoota koi afsana dohra k chale jana, Jo aag lgi dil may wo sard na ho jaye, Bujte huey sholon ko brhka k chale jana, Ujri nazr ati hai jzbat ki hryali, Tm is pay koi badl brsa k chale jana, Furqt ki aziat may kch sbr b lazim hai, Ye baat mere dil ko smjha k chale jana,

Koi ata he yad bahut sone se pehle

*"*Night Ghazal*"* Koi ata he yad bahut sone se pehle Jo cheen leta he Aansoo mere rone se pehle Ab neend B aaye to men sona nahi chahta kisi Qeemat pe B Men us ko khona nahi chahta Ho jaye wo kaash mera mujhe khone se pehle jo aata he yad bahut sone se pehle *.__.*GOOD*.__.* *.__.*NIGHT*.__*

Mujh se milty hain to milty hain chura kr """AANKHAIN"""

~~AANKHIN~~ Mujh se milty hain to milty hain chura kr """AANKHAIN""" Phr wo kis k liey rakhty hain saja kr """AANKHAIN""" Main unhen dekhta rehta hoon jahan tak dekhon Aik wo hain k jo dekhen na utha kr """AANKHAIN""" Us jaga aaj bhi bhetha hoon akela yaro Jis jaga chor gaiy they wo mila kr """AANKAIN""" Mujh Se Her Baar Chura Leta Hai Nazrain Wo Faraz~ Main ne Kaghaz Pe bhi Dekhi Hain Bana Kr """AANKHAIN"""

Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha,

=GhazaL= Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha, Tanhai Mein Shehar Basaya Karta Tha, Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat, Deewaron Ko Dard Sunaya Karta Tha, Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baton Par, Or Phir Khud Ko Aap Hansaya Karta Tha, Jalne Lagti Lahoo Mein Judai To Ro Deta, Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karta Tha, Kachi Umar Ka Pyar Use Le Doba WASI, Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karta Tha.