GHAZAL SMS






¤¤Juda honi ke mosam min juda hona bhe parta hi,

¤¤Jisi mushkil si paya ho usi khona bhi parta hi,,

¤¤Khude pi maan aitna hi kabhi mur kar nahin dikha,

¤¤Jisi kahidoon k mera hi usi hona bhi parta hi,

¤¤Abhi to fasl-e-gul ho misil gul ho zihn min rakhna,

¤¤Jab wakt khizan aai to rona bhi parta,

¤¤Mujhi nindyan nahin bhate ki misl-e-marg hote hin,

¤¤Mujhi ek khuwab ke lalach min pahr sona bhi parta hi,

¤¤Hamisha hansta rahita hoon chhupaki gham zamani ki,

¤¤Magr jab tera naam aai to phir rona bhi parta hi...

***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
=======================



~~Hamara dil saviri ka sunahira jaam hojai,

~~Charaghon ke trha ankhin jalin or sham hojai,

~~Kabhi to asman si chaand si utri jaam hojai,

~~Tumhari naam ke ek khubsoorat sham hojai,

~~Ajab halat thi yun dil ka soda hogya aakir,

~~Muhabbat ke havile jis trha neelam hojai,

~~Samandr ki safar min es trha awaz di hamko,

~~Hawain tiz hon or kashtyon min sham hojai,

~~Mujhi maloom hi uska thikana phir kahan hoga,

~~Parinda asman chhooni min jab nakam hojai,

~~Ujali apne yadon ki hamari sath rahni do,

~~Na jani kis gale min zindge ke sham hojai...
***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
====================



¤¤Jis ke chahat ko har chahat si motabr rakha,

¤¤Khud to ghamgen tha magar usko bikhabr rakha,

¤Aaj wuhee shakhs meri jee ko jalata hi buhat,

¤¤Rooh ko ghayal aankhon ko bhulata hi buht,

¤¤Kon se mini thi us si khudae mange,

¤¤Jab bhi mange to us si muhabbat mange,

¤¤Mujhko chahat k bdla kuchh es trha si mila,

¤¤Hansta jo dil tha mera mujhko hi ujra sa mila...
***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
=================



MIN WAHE HOON JISI TUM DOST KAHA KARTI THI,

DIN MIN 100 BAAR MERA NAAM LIA KARTA THI,

AAJ KIA BAAT HI KYUN MUJHSI KHAFA BITHI HO,

KIA KISE OR KO DOST BANA BITHI HO,

FASLI AITNI TO PEHLI NA HUWA KARTI THI,

MIN WAHE HOON JISI TUM DOST KAHA KARTI THI,

TUM AGAR BHOOL GAI HO TO KOI BAAT NAHIN,

ZAKHAM PEHLI BHI ES DIL PI LAGA KARTI THI,

MIN WAHE HOON JISI TUM DOST KAHA KARTI THI...
***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
===___===---____



==>Titlee jo ek mujhko mile thi kitab min,

==>Wo apna aks chhor gae meri khuwab min,

==>Ab tak wo meri zihn min uljha sawal hi,

==>Shamil rahe jo har ghare meri nisaab min,

==>Ankhon min neend hi na koi khuwab door tak,

==>Rahti hin aj kal ham bhi aisi azab min,

==>Milta hi gardishon si gali laga chaand bhi,

==>Aai thi simat ki fasli kitni sarab min,

==>Aakir meri wafa ka mujhi kia sila mila,

==>Likha na ek harf bhi use ni jawab min...
***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
*******************



KHUWAB JHOOTI KISE KO DIKHAYA NAHI KARTI,

MERI DOST YOON KISE KO SATAY NAHI KARTI,

EK BAAR YOON KISE KO KIH KAR APNA,

DAMAN PHIR USE SI CHHURAYA NAHIN KARTI,

US KI AINTZAR SI BHALA KYA HOGA HASIL,

AANI KA KIH KAR JO AAYA NAHIN KARTI,

RAKHTI HON JO DARD BHARA DIL APNI SENI MIN,

DOOSRON KA DIL PHIR WO DUKHAYA NAHIN KARTI,

JO QADM SATH CHAL KAR JUDA HOJAIN,

AISI LOGON KO TO HAMSAFR BNAYA NAHIN KARTI,

KIS TRHA GUZRTE HOGE ZINDGE UN KE,

PEHLE MUHABBAT KO JO BHULAYA NAHIN KARTI...
***by: Ghulam Ali Buriro
***0344=3888256
000000000000000000000



==>Lahoo roni si darta hoon juda honi si darta hoon,

==>Meri aankhin phat'tee hin k min soni si darta hoon,

==>Meri unglee pakr lina mujhi tanha nahin karna,

==>Yi dunya ek mila hi tumhin khoni si darta hoon,

==>Jo hansti ho to kyun palkon ki goshi bheg jati hin,

==>Tumhin maloon hi min es trha roni si darta hoon,

==>Yi jab si khuwab dikha hi tum mujhi chhor jaoge,

==>Min ab darta hoon khuwbon si min ab soni si darta hoon...
***BY: GHULAM ALI BURIRO
***0344=3888256
$$$$¥¥¥$$$¥¥¥$$$


Ai meri ham nasheen chal kahin or chal,

Es chaman min ab apna guzara nahin,

Baat hote gulon tak to sah liti ham,

Ab to kanton pi bhi haq hamara nahin,

Jab gulistan ko khoon ke zaroorat pare,

Sab si pehli hamare he gardn kate,

Phir bhi kahti hin ham si yi ahl-e-chaman,

yi hamara chaman hi tumhara nahin,

Aaj aai ho or kal chali jaogi,

Yi muhabbat ko meri gawara nahin,

Umar bhar ka sahara bano to banoon,

Char din ka sahar, sahara nahin...
By: Ghulam Ali Buriro
ali.buriro207@gmail.com


Usni pyar ka khil bhi nafrat si khila,

Har bar wo zalim meri hasrt si khila,

Meri jaan-o-dil pi sara haq tha usi,

Dukh aitna hi ki wo meri ghurbt si khila,

Dil tora to bikhrni bhi na diya usi,

Meri dil ki saath kitne ulfat si khila,

Kisi uski hathon barbad na hota

"Fraz"

Pehli bar zindge min koi aitne muhabbat si khila...
By: Ghulam Ali Buriro
ali.buriro207@gmail.com


Azeem hi yi qurabt ke dooryan,

Saath rih kar bhi usko na pana kisa lagta hi,

Qismat min nahin phir bhi usko chahti hin,

Yoon samjh kar kanton par chalna kisa lagta hi,

Ab to mahfil min bhi hamari liyi tanhae hi,

Gham chhupa kar mahifl ko sajana kisa lagta hi,

Samjhni pr bhi samjhta nahin hi dil,

Uske yaadon min rat ka jagna kisa lagta hi,

Uske bi rukhe ni aitni diy gham hin,

Zakhm chhupa kar bhi muskrana kisa lagta hi,

Usi khokar meri pas raha kuchh bhi nahin,

Phir bhi khud ko ameer btana kisa lagta hi,

Khud ko anmol samjhni ka tha bara ghamnd,

Phir bhi bimol bik jana kisa lagta hi,

Khai hin dhoki muhabbat min aitni ki,

Phir bhi usko chahna kisa lagta hi,

Maloo hi muhsin teri manzil nahin hi koi,

Phir bhi safr karna kisa lagta hi,

Anmol to aah! karki ja chuki hin kab ki,

phir bhi uska aintzarkarna kisa lagta hi...

Popular posts from this blog

Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,