Posts

Showing posts from May 3, 2011

Har Mehfil Har Dil B Roye ga,

Har Mehfil Har Dil B Roye ga, Jahan Dube gi Meri Kashti Wo Sahil B Roye ga, Itna Pyar Bikher Dunga Zamane Me, K Katal kar K Muje Mera Katil B Roye ga..

Har Mehfil Har Dil B Roye ga,

Har Mehfil Har Dil B Roye ga, Jahan Dube gi Meri Kashti Wo Sahil B Roye ga, Itna Pyar Bikher Dunga Zamane Me, K Katal kar K Muje Mera Katil B Roye ga..

Kyun na phir sy usay milnay ka irada kr lon,

Kyun na phir sy usay milnay ka irada kr lon, Zakhm ye sadiyon purana tar-o-taza kr lon, Phir sy keh doon usay k tum meri aqeedat ho, Phir sy guzri mohabaton ka eyada kr lon, Sonp doon ab ye apni shokh tabiyat uss ko, Sochta hu k khud ko is qadar saada kr lon, Ya usay pa k bhula doon me dard-o-ghum apnay, Ya us k hijjr ka ghum aur b zyada kr lon, Wo to hr qasam hans k torr jata ha, Phr nya kis tarha us sy koi wada kr lon.

Iss Rah-Ulfat Ke Musafir Ke Sath Tu Ne Kia Kia,

Iss Rah-Ulfat Ke Musafir Ke Sath Tu Ne Kia Kia, Kabhi Apna Lia Kabhi Thukra Dia, Meri Mohabbat Patton Ka Mahal To Nahi, Kabhi Bana Lia Kabhi Gira Dia, Main Teri Kitab-e-Zindagi Ka Wo Haraf To Nahi Hon, Jise Kabhi Likh Lia Kabhi Mita Dia, Mera Sath Tere Lia Bahes Ruswai To Nahi, Jise Kabhi Dunia Ko Bata Dia Kabhi Chupa Lia, Aaj Kal Logon Ka Yehi Mashgala Ha Kabhi Hamain Yad Kia Kabhi Bhula Dia...

Dil me INTEZAR ki LAKEER chor jayen gay,

Dil me INTEZAR ki LAKEER chor jayen gay, Ankhon me YAADON ki NAMI chor jayen gay, DHOONDTE phiro gay humen "EK DIN" Zindagi me aisi KAMI chor jayen gay..."'

Moam ki tarha pighlty howye daikha us ko

*==GHAZAL==* Moam ki tarha pighlty howye daikha us ko Rut jo badli to badalty howye daikha us ko Jany kis ghum ko chhupany ki tamanna hai usy Aaj her baat par hansty howye daikha us ko Wo jo kanton ko bhi narmi se chhuwa karta tha Hum nay phoolon ko masalty howye daikha us ko Najany woh duaon main mangta hai kissy Haath uthaty he sisakty howye daikha us ko Tb haath dua k liye uthaaye hum nay Jab muqaddar say ulajhty howye daikha us ko.

,,Samny Munzil Thi Pechy Uski Awaz,

~~Ghazal~~ ,,Samny Munzil Thi Pechy Uski Awaz, ,.Rukta To Safar Jata,Chalta To Bechr Jata, ,.Uski Ulji Sansen Meri Rukawat Bni, ,.Chlta To Woh Mar Jata,Therta To Main Mar Jata, ,,Usk Nam Se Wabista The Meri Yaden, ,.Woh Mjy Yad Krta To Main Pton Ki Tarah Jhar Jata, ,..Sharab Peny Ki Mjy Adat Nhe The, ,..Pee B Leta To Usko Bna K Ghazal Gata, ..,Aye Dosto Kuch Dir To Ther Jaty Mayyat Peh Meri, ..,Shyd Usy Khbr Ho Jati Woh A Jata....

Ab akele akele rehna seekh liya hai

Ab akele akele rehna seekh liya hai Dil ki baten khud se kehna seekh liya hai Muje kisi k kandhe ki zarorat nahi hai Tanha tanha chupke chupke rona seekh liya hai Koi kisi k zakhmon ko bhala kaise paye ga Apna zakham apne hathon seena seekh liya hai Bat ajab hai pr yehi sach hai Gham ka zehar thora thora pena seekh liya hai.

Qismat Do Pal Me Badal Sakta Hai Insan,

Qismat Do Pal Me Badal Sakta Hai Insan, Jo Insan Ko Badal De Wo Qismt Nahi Hoti, Apni Kismat Pe Rota Hai Wohi Shakhs, Jisko Sajdo Me Rone Ki Adat Nhi Hoti.!

"Dosti Na kar Doston ki Bheer Me kahin Tu kho Jayega"

'CHAND' Ne kaha: "Dosti Na kar Doston ki Bheer Me kahin Tu kho Jayega" Maine kaha: "Ae CHAND Zamin Pe Aa kar Mere Doston Se Mil Tu Bhi Upar Jana Bhool Jayega . . kitna jhoot bolna parta hai tum logo kay liye:-] Dedicated to all Lovely friends.

Hum Mar Jain Ge Ik din dekh lena

::,-GHAZAL-,:: Hum Mar Jain Ge Ik din dekh lena, : Ro do Ge Bohat Tum us din dekh Lena, Duniya me hen To parwa nai Humari, : Chor Jain Ge Tumhe ik din Dekh lena, : Aansu chpate Phiro Ge sub se Tum, : Itna hUm yAad AainGe dekh Lena, : Kuch yaAdain Mithi mithi si Tum ko Bohat Satayen Gi, : Tum khUd kO Na Rok Pao Ge dekh Lena, : Mana k kuch nahi Hain Aaj hUm Tumhare liye, KaL Tumhare Liye ik Yaad ban Jain Ge dekh Lena..!.

"Door Reh kar kareeb kitney hain,

("SHIKWAY") "Door Reh kar kareeb kitney hain, "yeh Fasley bhi Ajeeb kitney hain, "Dard-E-Dil ki Dawa nahi warna, "Es jahan mein Tabeeb kitney hain, "Umer bhar Sath jo rahy Tere, "Us k Achey Naseeb kitney hain, "Kiyon nahi Aata main Tere sapnoo mein, "Mere Shikwey Ajeeb kitney hain.

Ajeeb Tarha Se Utri Hai Ab K Tanhai

Ajeeb Tarha Se Utri Hai Ab K Tanhai. Dar-o-Deewar Se Barsney Lagi Hai Ab K Tanhai. Ye Mere Ghar Ki Udasi Se Dar Gai Shayed. Lipatt K Mujh Se Galey Ro Rahi Hai Tanhai. Chalo K Raat Hoi Ab To Lotna Hai Mujhey. K Mere Ghar Pe Meri Muntazir Hai Tanhai. Mai Jaa K Usko Sunati Hoon Haal-e-Dil Apna. Phir Apna Haal Sunati Hai Mujhko Tanhai. Bari Talaash Se Usko Mila Hai Ghar Mera. Phirti Hai Mere Liye Dar-Badr Tanhai...!!

Dil k lut jane ka izhaar zruri to nahi,

......Ghazal... ~Dil k lut jane ka izhaar zruri to nahi, ~Ye tamasha sar-e-bazar zaruri to nahi! ~Mujhe tha ishq Teri rooh se or ab b hy, =Jism se ho koi srokar zaruri to nahi! ~Me Tujhe toot k chahoon to Meri fitrat hy, ~Tu b ho Mera talabgar zaruri to nahi! =Ae sitam gar zara jhank Meri Ankhon mein, ~Zuban se pyar ka izhaar zaruri to nahi!

Khwab bikhar jate hain dheere dheere

PATA NHI KYUN? Khwab bikhar jate hain dheere dheere, Sarey log bichar jate hain dheere dheere, Zabt kro to behtar hy Vrna, Ansoo zor pakar jate k ubherty hain, ik dafa jo bichary thay, Roz roz milty hain, Aor meri ankhon ko, Day k kuch nay moti, Phir sy lot jaty hain, Phir hum akaily main, Aansuo hain dheere dheere, MAGAR PATA NHI KYUN? Log badal jate hain dheere dheere..

Bikne Wale Or b hein Ja Kr Khreed Lo "MOHSIN"

Bikne Wale Or b hein Ja Kr Khreed Lo "MOHSIN" Kuch Log Qeemt Se Nhi Qismt Se Mila Krte Hain Faraz replied Agr Chahon to ik nigah mein khreed loon usko "Faraz" Jis ko naaz hai boht k bikta nhi hon main & Iqbal said Kis ki hai majal k hm ko khreed sakay Hum to khud hi bik gaye kharidaar daikh kr

Nigahain Rasta dekain "TUMHARA" Lout ao na

Nigahain Rasta dekain "TUMHARA" Lout ao na Tmhary bin nahi hota guzara lout ao na Bichar k yar "TUJH" sy zindagi pal pal tarapti hy K tm bin ab nahi "JEENA" gawara lout ao na Mujy darr hy k in tanhaiyun mai toot jaon na Hy bas teri Muhabbat ka sahara lout ao na Tm he to zindagi ho Pyar ho Dunia hamari ho Siwa tery nai koi hamara lout ao na Meri taqdeer tu hay bas tumhary sath wabasta Kahein bujh jay na Qismat ka tara lout ao na.

Mil Kr B Us Sy Hasrat-E-Mulaqat Reh Gyi

Mil Kr B Us Sy Hasrat-E-Mulaqat Reh Gyi Baadal To Gehry Aye Thay Barsat Reh Gyi Wo Aaj Yun Mila K Hamein Janta Na Ho Lab To Mere Khuly Thay Mgr Baat Reh Gyi Main Haar K B Khush Hon k wo Jeet To Gya , Qismat Men Meri Maat Thi So Maat Reh Gyi Daman Mein Kya Rakha Hai Es K Siwa Bs Bakhshy Jo uss Ny Zakhm Wo Soghat Reh Gyi Kya Kya Badal Rahay Hain Yahan Mousam Khabar Nhi DiL K Nagar Mein Raat Thi So Raat reh Gyi.

Barish ki rimjhim me Aa tujhy pagal bana don

Barish ki rimjhim me Aa tujhy pagal bana don Apne pyar ki aag me tera tan man jala don Tujh ko chupa lon bahon me Kia hota he pyar ye tujh ko bata don Teri ankhon me apna chehra basa lon Tere bheege honton se apni pyas bhuja lon Tere badan se karon ghanto sharraten Or tujhy khud se begana bana don Pyar k bister pe me tujh ko lita don Tere jism ko aag e ishq se garma don Apne pyar ki had me tujh ko samjha don Sab se chura kar tujhy apna ba@¿ lon.

Suköøn-E-Jaan K Liey Ab Main Dua Kese Karon

Suköøn-E-Jaan K Liey Ab Main Dua Kese Karon, Dard Jab Us Ne Diya Hai To Gilla Kese Karon, Aksar Lota Hoon Manzil Se Yahi Soch Kar, Ab Mukamal Ye Safar Us K Bina Kese Karon, Thi Koi Mere Hi Hathon Ki Lakiron Main Kami, Apni Taqdeer Ka Ab Us Se Gilla Kese Karon..!! "Parveen Shakir"

Hum toot k bikhre hain itnay k tujhe kya khabr

Hum toot k bikhre hain itnay k tujhe kya khabr Zindagi gawa k ji rahay hain tujhay kya khabr To apni kushiyon mein magan hai es kadr Hum tanhaiyon ko pee rahey hain tujhe kya khabar Tu apni jeet pe nazaan hai es kadar Hum ne haar kar bhi tujhe jeeta tujhe kya khabr Tere saath guzrey lamhat ki yaad main Raat din tarap rahey hain tujhe kya khabr Teri yaadon ki aaghoosh me kho kar Hum to khud ko hi bhool gaye hain tujhe kya khabr!!!

Dhoop Ho Chaon Ho Tum Sath Nibhaya Karna

¤Sweet Gazal¤ Dhoop Ho Chaon Ho Tum Sath Nibhaya Karna Mere Chehre Pe Sada Palko Ka Saya Karna Raah Daikhon Gi Tumhari Mai Sar-e-sham Yonhi Kabhi Jaldi Kabhi Dair Se Aya Karna Daant Lena Sir-e-Mehfil Koi Bat Nahi Phir Akele Mei Galay Laga Ker Manaya Karna Jan Jaon Gi Mai Khushbo Se Tumhri Tum Ko Tum Peechey Se Meri Ankhon ko Chupaya Karna Jagna Chaho Tu Rat Bhar Baaten Karna Neend Aa jaye Tu Seene Per Sulaya Karna...!!

Kujh bughz di reet vich nai milda,

(Sultan Bahoo) Kujh bughz di reet vich nai milda, O' Haar te jeet vich nai milda.. Makhlooq-e-KHUDA naal piyar tay kar, RAB sirf maseet vich nai milda.