Posts

Showing posts from November 30, 2011

Aankhon ka rang baat ka lehja badal giya..

Aankhon ka rang baat ka lehja badal giya.. Woh shakhs ek shaam main kitna badal giya.. Qadmon talay jo rait bichi thi woh chal pari.. Us nay churaya haath to sehra badal giya.. Koi bhi cheez apni jagah parnaheen rahi.. Jatay hi ek shakhs k kiya kiya badal giya.. Hairat say saray lafz usay dekhtay rahay.. Baaton main apni baat ko kaisay badal giya.. Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh Manzil k pass aa k jo rasta badaal gya

Na Khaaif Hun Mai Nishtar Se, Na Mai Kanton Se Darta Hun.,

Na Khaaif Hun Mai Nishtar Se, Na Mai Kanton Se Darta Hun., Kisi Ka Dil Dukha Dain Jo, Mai Un Lafzon Se Darta Hun.. Suhane Thay Jo Sab Ke Sab,Wo Lamhe Reh Gaye Peeche., Naye Logo, Nayi Baton, NayeLamho Se Darta Hun.. Zamane Ne Yehi Mera Nirala Tor Dekha Hai., Main Gheron Se Nahi Darta, Faqt Apno Se Darta Hun.. Buray Hain Jo Haqiqat Main Magar Zahir Main Ache Hain., ELAHI ! Is Zamane Main Un Logo Se Darta Hun.. Uajalon Se Muhabbat Hai Mujhe Ye ThikHai Lekin., Jala Dalein Jo Gulshan Ko Mai Un Kirno Se Darta Hun.. Mai Qaail Hun Faqt Unka Jo Aanso Rang Le Aaien., Jo Beh Jaien Faqt Yunhi MaiUn Ashkon Se Darta Hun...!!

main kisi aur ka hun itna bata kar roya

main kisi aur ka hun itna bata kar roya vo mujhe mehndi lagay hathdikha kar roya mujhe anjaam e mohabbat nahi mäloom hargiz ye kaha aur mujhe seenay se laga kar roya jo mujhe zabt ki talqeen kiya karta tha vo zamänay ko mera haal suna kar roya aansu ban kar nikal na jaunkahiN, is Dar se apne ashkoN ko vo aankhoNmein chhupa kar roya wasl ka aakhri lamha jo muyassar tha hameN usi lamhay mein vo sadiyoN ko sama kar roya...

Jab Yaad Tumhari Aati Hai Aankhen Bheeg Jati Hain

Jab Yaad Tumhari Aati Hai Aankhen Bheeg Jati Hain Tumhari Meethi Meethi Si Baaten Kaano Main Gonj Jati Hain Jab Tum Samne Hote Ho To Dharkane Band Si Ho Jati Hain Tumhare Jaane K Naam Se Hi Jana Dil Main Ek Halchal Si Ho JatiHain Or Jab Tum Chale Jate Ho To Yeh Aankhen Bheeg Jata Hain Sirf Tunhen Pukarti Hain K Na Jao' Bhut Kuch Kehna Or Sunna Hai Tum Se Na Jao K Kuch Sapne Such Karne Hain Kuch Waade Pore Karne Hain Lout Aao Tum Bin Hamara Guzara Nhi Hota Ab Aa Bhi Jao Tumhare Jane K Bad Hum Be Dard Rote Hain Wapis Aajao Tumhare Jane Se Bus Yeh Aankhen Bheeg JatiHai

main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho

main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jahan peh bayth k jati ho main waheen pe betha rehta hoon us cheez ko choota rehta hoon main aisi mohabbt karta hoon tum jis se huns k milti ho main us ko dost banata hoon tum jis rustay par chalti ho main us say aata jata hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jin ko daykhti rehti ho wo khuwab….sarhanay rakhta hoon tum say milnay julnay k kitnay hi bahanay rakhta hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jahan bhi bayth k jati ho jis cheez ko hath lagati ho main waheen peh baytha rehta hoon us jaga ko choota rehta hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho kuch khuwab saja kar aankhoon main palkon say moti chunta hoon koi lums agar choo jaa a to main pehroon us ko sochta hoon main…aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho jin logon main tum rehti ho tum jin say batain karti ho tu

Himmat-e-iltija nahe baaqi...

Himmat-e-iltija nahe baaqi... Zabt ka hosalaa nahe baaqi... Ek teri deed chin gai mujh se... Warnaa duniyan mein kiya nahe baaqi... Apni mashq-e-sitam se haath na khench... Main nahe yaa Wafa nahe baaqi... Teri chashm-e-alam nawaaz ki Khair... Dil mein koi gilaa nahe baaqi... Ho chuka Khatam ahad-e-hijr-o-visaal... Zindagi mein mazaa nahe baaqi...

Mara Ek Sawal Hai Is Ka Jawab De ....

***MaRa Ek SaWaL HaI*** Mara Ek Sawal Hai Is Ka Jawab De .... Hosake Tou Mere ILeTjA Ka Jawab De ... Tou Karti Hai Nafrat Ye K Pyr Muj Se .... Meri Sirf Is Therir Ka JawabDe ..... Main Na Phir Tujhe Chedonga Kabhi ........ Phir Na Kabhi Khaonga Ke Mujh Ko Jawab De ....... Barbad Hojonga Teri IntezarMain ...... Hosake Tou Meri Is Tehrir Ka Jawab De ..... Chala Jaonga Tere Shaher Se Phir Na Aonga ....... Is Liye Meri Jaan Phele MujhKo Jawab De ..... Hatjaonga Hamesha Tere Raaste Se .... Agar Is Main Teri Khushi Ho Tou Muj Ko Jwab De .......

sarapa iltija huN, aur chup huN maiN kya kya dekhta huN, aur

sarapa iltija huN, aur chup huN maiN kya kya dekhta huN, aur chup huN wafa k daeiry meiN huN muqayyad, sabhi kuch janta huN, aur chup huN bhula beTha huN tery her sitam ko, ghamoN ka silsila huN, aur chup huN udoo ho, jaan-e-jaN ho ya koi aur, her ik se aashna huN, aur chup huN hazaroN aandhiaN, lakhoN haiN toofaN, maiN gir gir k uTha huN, aurchup huN bata kr raasta chalty bany ho, saraboN meiN khaRa huN, aur chup huN hawa jab gudguda'ay chandni ko kisi ko sochta huN, aur chuphuN

"Taskeen na ho jis se woh raaz badal dalo".

"Taskeen na ho jis se woh raaz badal dalo". "Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo" "Tum ne bhi suni ho gi bari aam kahawat hai" "Anjam ka ho khatra to aghaaz badal dalo" "Pur-soz dilon ko jo muskanna de paye" "Sur hi na mile jis mein woh saaz badal dalo" "Dushman k iradon ko hai zahir agar karna" "Tum khel wohi khelo andaz badal dalo" "Ay dost karo himmat kuch door sawera hai" "gar chahte ho manzil parwaaz badal dalo".

Wo tum na the ik khiyal tha meri sooch ka hi kamaal tha

Wo tum na the ik khiyal tha meri sooch ka hi kamaal tha wo muhabbatain wo chahatain meri uljanoon ka hi jaal tha mere dil mein thien jo ronaqain wo tera hi husno jamaal tha jawab jis ka milla nahi wo aisa hi ik sawal tha wo ajj milla to yon laga yahi to hai wo jiska intezar tha usse yaad kaise na koi kare usse bhoohlna to mohaal tha ab us ki kia main missal doon wo to apni missal ap tha.

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko Mein Tere Hath Ki KhushbooSay Mehak Jata Jab Kabhi Mood Mein Aa KarMujhay Chooma Karti Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata Raat Ko Jab Bhi Tu NeendonKay Safar Pay Jaati Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti Mein Tere Kaan Say Lag KarKayi Baatein Karta Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta Mein Tere Jism K Aangan Mein Khanakta Rehta Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota

Vo Jazbon ki tejaarat thi yedil kuch aur samjha tha

Vo Jazbon ki tejaarat thi yedil kuch aur samjha tha usy hensny ki aadat thi ye dil kuch aur samjha tha Mujy us ny keha aur nae dunya besaaty hain usy soojhi sheraarat thi ye dil kuch aur samjha tha hemaisha us ki aankhon main dhenak sy rang rehty thy ye us ki aam halat thi ye dilkuch aur samjha tha vo mairy paas baithi dair tak ghezlain mairi sunti usy khud sy muhaabat thi ye dil kuch aur samjha tha mairy kaandhy py ser rekh ker keheen kho gie thi vo ye ik vaqti anaayat thi ye dil kuch aur samjha tha mujy vo daikh ker aksar nigaahain phair laiti thi ye der perda heqaarat thi ye dil kuch aur samjha tha

MOHABBAT JEET HOTI HAI MAGAR YEH HAAR JAATI HAI

MOHABBAT JEET HOTI HAI MAGAR YEH HAAR JAATI HAI KABHI DIL SOZ LAMHON SE KABHI BEKAR RASMON SE KABHI TAQDIR WALON SE KABHI MAJBOR QASMON SE MAGAR YEH HAAR JATI HAI KABHI YEH PHOOL JAISI HAI KABHI YEH DHOL JAISI HAI KABHI YEH CHAND JAISI HAI KABHI YEH DHOOP JAISI HAI KABHI YEH MASROR KARTI HAI KABHI YEH ROOG DETI HAI KISI KA CHAIN BANTI HAI KISI KO ROND DETI HAI KABHI LE PAAR JATI HAI KABHI YEH MAAR JATI HAI MOHABAT JEET HOTI HAI MAGAR YEH HAR JATi HAI

Suna hy log usy aankh ber k diakhty hain

Suna hy log usy aankh ber k diakhty hain so us k shaher main kuchh din theher k daikhty hain Suna hy bolay to baton sy phool jhertay hain ye baat hy to chalo baat ker k daikhty hain Suna hy din ko usay titliyansetati hain Suna hy raat ko jugnoo theher k daikhty hain Suna hy raat usko chaand takta rehta hy Sitaary baam-e-falak sy uter k daikhty hain Suna hy rabt hy us ko kherab haalon sy tu apnay aap ko berbaad ker k daikhty hain Suna hy us k badan ki terash aisi hy k phool apni qebaaein ketark daikhty hain Suna hy us k shabistaan se muttasil hy bahisht makeen udher k b jalvy idher k diakhty hain

Main hun Meri Tanhai ha, Or Hijr ki Raat Wahi ha,

Main hun Meri Tanhai ha, Or Hijr ki Raat Wahi ha, Go Khatm Hua Dil ki Dunya me Sab, Par Tere Aane ki Aas Wahi ha, Muddat hui Teri Deed ko Ankhen Taras Gai, Aa Dekh Teri Deed ki Pyas wahi ha, Gar Kuch Nahi ha Pas Mere to Kia Gham Saim, Jeene ko Teri Yaad ka Ehsas Wahi ha...

Mujh se pahle se muhabbat mary mahboob na mang,

Mujh se pahle se muhabbat mary mahboob na mang, Ma samja tha k tu ha to darkshan ha hayyat, Tara gam ha tu gam dahr k jaghra kya ha! Teri surat se ha aalam ma bahroon ko sabbat, Teri aankhon k sawa dunya main rakha kya ha? Tu jo mil jaye tu taqdeer nagoon go jaye, Youn na tha ma na faqth chaha tha youn ho jaye, Aur b dukh han zammana main muhabbat k sawa, Rahtyan aur b han wasil ke rahit ka sawa, Un gint sadyoon ka tareek behmaney talassam, Rasim-o-atlass-o-kam khawab k banway hoya, Jaba ja baktay hoye gocha-o-bazzar main jissam, Khaqq main lathray hoya khoon main nahya hoya, Jisam niklay hoya amraaz katanroon se, Peep bahtey hoye ghaltay hoye nassroon se, Loot jati ha aidhar ko b nazar kya kejye, Ab b dilksh ha tara hussan mgr kya kejye, Aur b dukh han zammane main muhabbat k sawa, Rahtyan aur b han wassil kirahhyat k sawa, Mujh se pehle se muhabbat maray mahboob na mang..

"Kaanch Ki Choorri" Kitni saada

"Kaanch Ki Choorri" Kitni saada Kitni pyari Kaanch ki choori jesi larki, College k ik kamry me bethi, Jany kya kuch soch rhi thi, Uska hath kalai p pe hoon gira hua Jo mjhe gunah se nijaat de,mjhe us dua ki talash he Main ne jo kia wo bura kia, main ne khud ko khud hi tabah kia Jo tujhe pasand ho mere Rab mjhe us ada ki talash he Tere dar pe hi mera sar jhuke, mjhe aur kuch nae chahiye Mujhe sab se kr de jo be'niaz, mjhe us ana ki talash ha..

Najane kia hoga na mil sake agar tum.

Najane kia hoga na mil sake agar tum. Sans to chale gi par zinda na honge hum. Dil main gile to honge bhut. Magr khamosh rahenge phi A§man Ka Tara, Main Rait §e Ulajhta Sehraon Ki Hawa Hun, Wo §ahilon Pe Chalta Bad-e-Saba Ka Jhonka, Haan Farq To Bohat Hei Per Baat Ye Fakat Hei, Main Lakh Toot Jaon Khud Hi Se Rooth Jaun mar hi q na jaon, Per Ye Na Hoga Mujh§e K Main Usey Bhool Jaon..!!

Ik bheegi hooi si raat mily Us raat mein tera hath mily

Ik bheegi hooi si raat mily Us raat mein tera hath mily Tery lab sy tapkein jo boondein Unhein mery labon ka sath mily Kuch tum bhi behky behky sy Kuch mujh py nasha sa taariho Har pal mein jaan madhoshi ho Ik aesi raat hamari ho Phir tum aao meri baanhon mein Main pyar karoon tumhein jibhar k Tum mujh sy thora sharmao Sharma k galy sy lag jao Main jitna tum ko pyar karoon Tum itny hi betab ho jao Hamein pyar k kuch lamhat milein Ik bheegi hooi si raat mile.

Mai DiL Se Baatain Karta Tha, DiL Mujhse Baatain Karta Tha,

Mai DiL Se Baatain Karta Tha, DiL Mujhse Baatain Karta Tha, Mai Uski Sunta Rehta Tha, Woh Meri Sunta Rehta Tha, Hum Dono Apni Baatain Karte Thy, Aur Ek DoOje Ki Baaton Par, Hum Dheere se Hanste Rehte Thy, Mai DiL Ka Dost Hi Acha Tha, DiL Mera Dost Hi Acha Tha, Woh Mere Dard Ko Sehta Tha, Mai Usk Dard Ko Sehta Tha, Phir DiL Ne ik ChaaL ChaLi Woh Tumhari Raah Par ChaL NikLa! Ab Mai bhi Tanha Rehta hun 0r Dil Bhi Tanha Rehta hy

Us ne pyar ka kheiL ßhi nafrat se kheLa,

Us ne pyar ka kheiL ßhi nafrat se kheLa, Har ßaar wo zaLim meri hasrat se kheLa, Meri jaan-o-diL pe saara haq tha usay, Dukh itna hai k wo meri ghurßat se kheLa, DiL torra to ßikharney ßhi na dia us ne, Merey diL k saath kitni uLfat se kheLa, Kesay us k hathon mein ßrßaad na hota "FARAZ", PehLi ßaar zindgi mein koi itni mohaßat se kheLa.!

Phool sa kuch kalaam or sahi. Ik ghazal us k naam or sahi.

Phool sa kuch kalaam or sahi. Ik ghazal us k naam or sahi. Is ki zulfen boht ghaneeri hain. 1 shab ka qayaam or sahi. Zindagi k udaas qessey hain. 1 larki ka naam or sahi. Haseeno ko sunaeay ghazlen. Qatal ki 1 shaam or sahi. Kapkapati ha raat seeny main. Zehar ka 1 jaam oR sahi...!

Q bhool gaye hum ko rishta to purana tha?

Q bhool gaye hum ko rishta to purana tha? Ek ye bhi zmana hai ik woh bhi zamana tha... Rngeen fizayen thi shokh adaen thi... Jzbon ki Jwani thi mosam bhi sohana tha... Seeny se lgaya tha ankhon pe bithaya tha! Maloom na tha tm ne yun chor k Jana tha! Q hum se khafa ho tm Q hum se Juda ho tum? Kya Jurm hua hum se itna to batana tha... Nafrat se bhari nazrain ik Jaan hi le bethi... Tukre b kiye dil k kya khoob nishana tha!! ?

EK Jesi Lagti Hain' Churiyan or Larkiyan,

EK Jesi Lagti Hain' Churiyan or Larkiyan, Hansti Hain' Khanakti Hain' Churiyan or Larkiyan.. Nazuk Inteha ki' Ek Zara-si Thais se, Toot-Kar Bikhrti Hain' Churiyan or Larkiyan.. UNKY Torrny-WaLy ko Ehsaas-tk Nahi Hota, Bikhr-k KAB SambhLti Hain' Churiyan or Larkiyan.. Zindagi ki Dharkano ko Ek RYTHM-sa Deti Hain, Zeest ko Sajati Hain' Churiyan or Larkiyan. Apney Dukh ko Apney AndarRakh k BhooL Jaati Hy, Bahir se Chamakti Hain 'Churiyan or Larkian'....

mohabatooN meiN kch esse bhaal hote haiN,,

mohabatooN meiN kch esse bhaal hote haiN,, khafa hooN jiN se oNhi k khayal hote haiN. machalte rehte haiN zehnooN meiN was'wasooN kitarha,, haseeN log bhi jaaN ka wabaal hote haiN. maiN dil k zakham chopaooN teri tarha kese?? K tere paas to lafzooN k jaal hote haiN. bas aik to hi sabab to Nahi odasi ka,, tarha tarha k dilooN ko malaal hote haiN. seyaah raat meiN jalte haiN jogNooN ki tarha,, dilooN k zakham b kitNe kamaal hote haiN...!!!

"DECEMBER JAB BHi AATA HAi"

"DECEMBER JAB BHi AATA HAi" wo pagli phir se beetay mosam ko, yad krti he poraNe cards parhti hai, k jis maiN oss Ne likha tha, MAiN LOTOON GA DECEMBER MEiN Naye kaprey baNati hai, wo sara ghar sajati hai, DECEMBER k har aik diN ko, wo giN giN ker bitati he. jooN hi 15 gozarti hai, wo kch kch toot jati hy, magar phir b, poraNi albums ko khol ker, maazi ko bolati he. Nahi maloom ye oss ko, K beete waqt ki khoshiyaaN, bohot takleef deti haiN! mehiz dil ko jalati haiN. yooN hi diN beet jate haiN! DECEMBER lot jata he. magr wo khosh feham larki, dobara se caleNdar maiN, DECEMBER k mahiNe k safey ko mor ker phir se DECEMBER k sehar maiN dob jati he! k akhir os Ne likha tha, "MAiN LOTOON GA DECEMBER MAiN"

Wo Tittli Thi usy Urr Jana Tha Us Nai Mery Hath Mai Kab

Wo Tittli Thi usy Urr Jana Tha Us Nai Mery Hath Mai Kab Aana Tha Mai Dhoondta Raha Usy Diwanon Ki Tara Us Ki Koi Manzil Na Koi Thikana Tha Es Gharz Se us Nai Mera Hath Nahi Thama Kiu K Raasty Mai us Nai Chor Jana Tha Us Nai Aansu b Bohat Bahaye Lekin Baad Mai Pata Chala Ye SubBahana Tha Meri Deewangi Tu Hud Se Guzer Gai Magar Us K Liye Tu Mahez Ye Dil Lagana Tha Qasoor Us Ka Nahi Es Mai KoiANjuM Khata To Apni Thi Mai Hi Zara Dewana Tha...

uddas ankhen

uddas ankhen mujh ko achi lagti hen han aise ankhen jin ko dekh kr yun lage k jaise bohat kuch chupa rakha ho in ankhon ne apne ander jin ko dekh kr yun lagek jaise wo kuch kehna chahati hon jin ko dekh kr yun lage K jaise in men kitne raz chupen hon jin ko dekh kar yun lage k jaise wo kisi ki talash men hon jin ko dekh kar yun lage K jaise wo kuch thak si gain hon jin ko dekh yun lage jaise wo kisi soch men doobihon

Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo

Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo Apne chehare se ruswaai ka error to hatao Ai jaaneman apne dil ka password to batao Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhte hain Warna aap jaise kitney hi softwares bazaar main bikte hain Roz raat ko aap mere sapne main aate ho Mere pyar ko mouse bana ke ungaliyon pe nachaate ho Tere pyar ka email mere dil ko Lubhataa hai Par beech main tere baap ka virus aataa hai Aur karvaaoge humse kitnaa intezaar Hamaare dil ki site pe kabhi enter to maro yaar Apni insult ka badalaa dekhna main kaise loonga Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga Aap jaiso ke liye dil ko cut ker diya karte hai Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style Aapke adaaon ki hamne save haikar li file

Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound,

Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found! Aisa bhi nahin hai ke, I don't like your face Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space Ghar se nikalti ho tum jab,pehen ke evening gown Too many requests se, ho jaata hai server down Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga Tum usse debug karna, wait main karoonga Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya Yeh dekho mera connection, time out ho gaya

Kaash ham bata paate Kitna chaha hai tum ko

Kaash ham bata paate Kitna chaha hai tum ko Kitna pooja hai tum ko Kis qadar mohabbat hai, Kis qadar zarorat hai Kaash ham bata paatay Jaan ye tumhari hai, Her khushi tumhari hai Dil lagi tumhin say hai Zindagi tumhin say haiKaash hum bata paatay Rooh ki zarorat ho Dil ki ibadat ho Meri tum muhabbat ho Kaash hum bata paatay Sirf tum muhabat ho Sirf tum Ko chaha hai Sirf tum hi chahat ho Kaash ham bata paatay.....

^^ Chorr Gaye Ho ^^

^^ Chorr Gaye Ho ^^ Khushiyon Ki Baarat adhooriChorr Gaye Ho Saajan Dil Ki Baat adhoori Chorr Gaye Ho Tum to Khud They Pyaas bujhane wale Baadal, Tum Kiyon Kr Barsaat adhoori Chorr Gaye Ho Aadhay Aadhay Kr K Meri Needein, Khwab, Meri Ek Ek Raat adhoori Chorr Gaye Ho Logon Ki Takmeel ka baa.es ban.ny Wale, Kiyon Kr Meri Zaat adhoori Chorr Gaye Ho Sadiyon Ki Sangat K Baare Bol rahay they, Aur achanak Baat adhoori Chorr Gaye Ho...!!!

"~"Yaadain"~"

"~"Yaadain"~" Hum JuGnu PaKra Krte Thy In Chote Chote Taron Se Ghar AanGan MehKa Krte Thy KuCh Sapne DeKha Krte Thy KuCh Apne Chaha Krte Thy Sawan Ki MaSt Hawaon Main Hum JhooLe JhooLa Krte Thy Pehron Chat Pe Bethe Hum NaGhme Gaya Krte Thy KuCh LoG Staya Krte Thy Hum Shor MaChaya Krte Thy Kya Din Aur Kya Ratain Theen Ab Yadain Hi BuS Rehti Hain Hum Un Ko BhuLaya Krte Thy DiL Apna JaLaya Karte Thy..!

yuN akelay mein usay ehd-e-wafa yaad aaye

GHAZAL OF THE DAY yuN akelay mein usay ehd-e-wafa yaad aaye jaise banday ko museebat mein khuda yaad aaye jaise bhaTkay huay panchhi ko nasheman apna jaise apnoN k bichhaRnay pedua yaad aaye jaise Dhalti hui shaamoN ko swera koi jaise pinjray mein parinday ko fiza yaad aaye jaise booRhay ko khayälät mein bachpan apna jaise bachchay ko sharärat pe saza yaad aaye jaise ujRi hui basti ko zamäna apna jaise tufaaN k Thehrnay pe diya yaad aaye

*AEY CHAAND*!

*AEY CHAAND*! kuch dair zameen pe aana, aaj ki shab un k ghar ko hyjana, nazuk sa dil hy un ka, darwaza barey piyar se khat'khatana, yaad rakhna tmhare dar tak aaya tha mjhe ilzam mat deNa tjhe wapas bolaya tha mjheilzam mat deNa mosalsal berokhi se ye taaloq toot jae ga tjhe pehle bataya tha is shaNasaei ki deevaar ko girjaNe de, to mjhe pass se chop chap gozar jaNe de. ziNdagi gham meiN tere khod he bikhar jae gi, hijr k dard ka mafhoom tumse bhi zyada khubsoorat hai, Bus pyar se us ko zara choom k aana, Pooche agar koi aaney ki waja, to kisi choti si baat pe uljhana, Yaad rakhna jadmjhe ilzam mat deNa bithaya jis ko palkoN par hamare hote howe tm Ne ossi Ne dil dokhaya tha mjhe ilzam mat deNa hamare pyar ki khoshbo jahaN pe raqs samajh aaNe de. haaN tere baad sambhal ja'aiN ge rafta rafta, ham isi aas maiN haiN ham ko behel jaNe de. apNi marzi se samaitay haiN yeh aaNso maiN Noo hai unkibaaton mein, Wo laakh rokein magar tum lout aa

lipti rahi wajod se khoshbo tamam rat,

lipti rahi wajod se khoshbo tamam rat, aata raha hai yad mjhe wo tamam rat. oss Ne bare khalos se maNgithi roshNi, girte rahe makaN pe jogNo tamam raMuje us Se MuhabtHy, Usy b yaad ho shayad, Abi ye kal ki batein hain, Mera us se khafa hona, Mera usko mna lena, Sarapa iltija hona, Wo ab b yad ht. rota raha wo ap he apNe Naseb per, apNe gale meiN dal k baazo tmam rat. forsat Na thi tabeb ko apNehe kam se, pete rahe marez b aNso tamam rat..!y mj ko, Us k israr krny pr, Mera iqrar kr lena, Boht dheemy se lehjy me, Ye us k kaan me kehna, Qsm se hy, Qsm se hy, "Muje tm se MUHABBAT hy"...!

Maana teri "NAZAR" mei tera"PIYAR" hm nahi,

Maana teri "NAZAR" mei tera"PIYAR" hm nahi, kaise Kahen? k tere "TALAB-GAAR" hm nahi. Khud ko "JALA" k "KHAAK" krdala, mitta dia, lo ab tmhari raah mei"DEWAAR" hm nahi, jisko sanwaara hmne taman'naon k "KHOON" se, gulshan mei us "BAHAAR" k haq-daar hm nahi, Dhoka dia hai khud ko"MUHABBAT" k naam se, kaise kahien??? K tere "GUNAH-GAAR" hum nahi...

woh kisi or ka hoga to Qayamat ho gi,

woh kisi or ka hoga to Qayamat ho gi, Phir kisi ko bhi kisi sa na mohobbet ho gi, usy dekhay koi aacha nahi lagta mujh ko, Us se barh kr bhikoi or muhabbat ho gi, Raat kal chaaand ko dekha to ye ehsaas hua, Woh akela hy usy meri zarurat ho gi, Ay \"khuda\" us ko kisi Or ka honey na dena!!!!! Zindagi bhar mujhy phir khud say shikayat ho gi..... Woh Kisi Aur Ki Hogi To Inayat Hogi Yu Muhabbat Ko Sakhawat Se Ukhuwat Hogi Usay Dekh Kar He Kuch AchaNahin Lagta Mujh Ko Kuch Dair Aur Yu Dikhi To Qayamat Hogi Raat Kal Chand Ko Dekha ToYe Ehsaas Hua Safed Anday Mein Zardi Ki Milawat Hogi Aay \"KHUDA\" Woh Kisi Aur Ki Ho Na Paye Warna Maut Her Mard Ki Wasiyat Hogi

Woh Nahi Mera Magar Us Se Muhabat Hai,To Hai.

Woh Nahi Mera Magar Us Se Muhabat Hai,To Hai. Yeh Agar Rasmon Riwajhon Se Baghawat Hai, To Hai.. Sach Ko Mai Ne Sach Kaha, Jab Keh Diya To Keh Diya. Ab Zamanay Ki Nazar Me Yeh Himaqat Hai, To Hai. Dost Bn Kar Dushmano Ki Tarah Woh Satata Hai Mujhe. Phir Bhi Us Pathar Dil Pay Marna Apni Fitrat Hai,To Hai. Kab Kaha Mai Ne K Woh Mil Jaye Mujh Ko. Us Ki Baahon Me Dam Nikle Itni Hasrat Hai,To Hai.

Usne Mjhe Chaha Hi Nhi Me Chahat Samjh Betha

Usne Mjhe Chaha Hi Nhi Me Chahat Samjh Betha Uski Pal Bhar Ki Muskrahat Ko Pyar Samjh Betha Wo To Hr Bat Pr Han Krti Thi Me Hi Iqrar Samjh Betha Usne MjhSe Ziyada Ehmiyat Di apne Doston Ko Me Uski Ye Ada Mazak SamjhBetha Usne Kaha B Tha Koi or Hai Meri Zindagi Me Me Hi Khud Ko Uski Zindagi Me Samjh Betha

","UDAAS RAAT"," " " " " " " " " " " " "

","UDAAS RAAT"," " " " " " " " " " " " " Badan thakan se choor hai, Par neend hum se door hai, Tera khayal sath hai, Barri udaas Raat hai.. Hawa-e-Gham ka zor hai, Samandron ka shor hai, Judaiyun ki baat hai, Barri udaas Raat hai..Har nazar sharab hai, Tere milne ka khwab hai, Ye kon sa azaab hai, Barri udaas Raat hai.. Gaye dino ki yaad hai, Thaka Thaka sa Chand hai, Dukhi Dukhi si baat hai, Barri udaas Raat hai...

","UDAAS RAAT"," " " " " " " " " " " " "

","UDAAS RAAT"," " " " " " " " " " " " " Badan thakan se choor hai, Par neend hum se door hai, Tera khayal sath hai, Barri udaas Raat hai.. Hawa-e-Gham ka zor hai, Samandron ka shor hai, Judaiyun ki baat hai, Barri udaas Raat hai..Har nazar sharab hai, Tere milne ka khwab hai, Ye kon sa azaab hai, Barri udaas Raat hai.. Gaye dino ki yaad hai, Thaka Thaka sa Chand hai, Dukhi Dukhi si baat hai, Barri udaas Raat hai...