Posts

Showing posts from December 16, 2010

KHUWAHISH

Khwahish Se Nhi Girty Phal Jholi Me Waqt ki Shaaakh ko Mere Dost' Hilana Hoga Kuch Nhi Hoga Andheron ko Bura kehny Se Apny Hissy ka Diya khud Hi Jalana hoga.

HAZART UMAR A.S

Islami Saal Us Janbaz Insan ki Shahadat Se Start Hota Ha.Jo 22 lakh Muraba Meel Pr Tanha HUKUMAT Karta Tha. Jo Apne Daur Mai Raaton ko Uth Kr Logo ki khabar Geeri kiya krta Tha. Jis k Qadmon ki Aahat Sun Kr Shaitaan Meelon Duur Bhaag Jaata Tha. Jo Hukumraan Hone k Baawujood Bhi Sukhi Roti khata Tha. Jis k khouf Se kuffaar kaanpte Thay. Wo Islam k 2nd khalifa Hazrat UMAR FAROOQ(R.A) Hain. Jinhain 1st Moharram 24 Hijri Mai SHAHEED Kiya Gaya. Mujh Se Mumkin Hi Nahi Tujh Ko Samajhna Ya RAB, Jis Ka Banda Ho UMAR (R.z) Sa Wo KHUDA Kya Hoga.

Imam Ali(A.S)

¤ Na koi Bahadur ALI jesa ¤ Na koi Shaheed HUSSAIN Jesa ¤ Na koi Alamdar ABBAS jesa ¤ Na koi jawan AKBAR jesa ¤ Na koi Pyasa ASGHAR jesa ¤ Na koi Dulha QASIM jesa ¤ Na koi Zameen KARBALA jesi ¤ Na koi Maa FATIMA jesi ¤ Na koi kaneez FIZZA jesi ¤ Na koi Behn ZAINAB jesi ¤ Aur ¤ Haqeeqat mein na Koi sms is jesa.

Meri hamsf abhi soch li

Mujhi yad koi dua nahin, Meri hamsfr abhi soch li, To meri jaben pi likha nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Abhi rasta bhi hi dhuol min, abhi faida bhi hi bhoul min, Abhi mujhko tujhsi gila nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Min janm janm si naraz hoon, min janm janm si udas hoon, Min kabhi bhi khul ki hansa nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Too hi khuwab khuwab pukarta, meri ankh min nahin ashk bhi, Min mudaton si jiya nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Tujhi khushbuon ke hi arzoo, tujhi roshne ke he justjoo, Min hawa nahin min dia nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Tujhi ansuon ka pata nahin, tujhi rat jagon ka ghuman nahin, Tujhi es si aagi pata nahin, Meri hamsfr abhi soch li, kahin choot sakta hi darmyan, na zameen mili ge na asman, Tujhi rasti ka pta nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Mujhi dhoondta phiriga too, na jeiga roz mariga too, Min kabhi bhi ghar pi mila nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Kaho lotna hi kisi yahan, meri dard sun meri mehrban, Meri pas wakt zara nahin, Meri hamsfr abh

KUCH YADON MIN KUCH KHUWABON MIN

Kuch yadon min kuch khuwabon min, kuch guzre umar azabon min, Kuch sihraon min wakt kata, Kuch beta wakt gulabon min, Kuch aas rahe kuch pyas rahe, Kuch bhatke ankh sarabon min, Kuch aai pal bikare ki, Kuch pai dard atabon min, Kuch ishq ana min doob gaya, Kuch qismat ki gardabon min, Kuch dil thak kar bith gaya, Kuch ham bhi pari hisabon min.

KOI BHI NA BOLE MAGAR

Koi Bhi Na Bole Magar Khuda ki qasam Ali Ke Haal Me Kaaba Zaroor Bolega Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS) Ka'aba gawaah dosh-e-Payambar (SAWW) pe bhi Ali(AS) Khandaq, Uhad, Hunain to Khaibar mein bhi Ali(AS) Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k bistar pe bhi Ali(AS) Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye..

Usy Abbas(A.S) kahiti hin

Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein Lagay jo Saani-e-Haider(AS) usay Abbas(AS) kehte hein Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider(AS) Alam gaaray jo pani par usay Abbas(AS) kehte hein..

PATHR ZIHN GULAB NAHIN HODAY

{{{WARIS SHAH}}} Pathar zehan gulab nahi hunday,,, Koray warq kitaab nahi hunday,,, Jay kar laaiye YAARI sajna,,, Fair YARAN nal hisaab nahi hunday..

LAND OF DREAMS

Kash ik dais aisa ho, Jahan tum sath ho mere, Jahan par phool khiltay hoon, Jahan pariyun ke basti ho, Jahan ke dhoop roshan ho, Magar chehray na jhulsaye, Jahan par chand poora ho, Sitaray jag-magatay hoon, Jahan khushian he khushian hoon, Kahin par dais aisa ho, Jahan par sirf "HUM TUM" hoon...

KAHA MINI KI DEEWANI KO SAMJHAYA NAHIN KARTI

Kaha mein ny k deewaney ko samjhaya nae karte!! Kaha usne bharosa dil par itna nahi karty Kaha mein ny k mohabat mein kabhi socha nahi karty! Kaha usne bohat khush rang dunya k nazary hy Kaha mein ny k jab tum ho to kuch deihka nahi karty! Kaha usne mein tum se dur hun lekin tumhara hun kaha mein ny k sapne dil ko behlaya nahi karty! Kaha usne tumhari chahat mein ruswayan hongi Kaha mein ny shohrat sy ghabraya nahi karty! Kaha usne samjh jao samjh jao ay mere pagal!! Kaha mein ny k deewaney ko samjhaya nae karte!!

Buhat bury ho

Bohat bury ho, Neend ura ker so jaty ho Ek Sargoshi mujh se boli Kia wo tum ho Jo mere kaanou se lag ker Apni Ghazalin !!! Apni nazmain !!! Keh jata hai Phir mein bola Haan mein wohe hoon Phir wo boli Bohat bury ho Bohat bury ho Bohat bury ho Neend ura ker so jaty ho..

December

Kabhi jo toot k barsa December… Laga apna.. Bohat apna December! . Guzar jata hai sara saal yun to, Nahin kat’ta magar tanha december.. . . Bhala barish say kia sairaab hoga Tumharay wasl ka piyasa december.. . woh kab bichra?Nahi ab yaad lekin, . Bus itna yaad hai k tha December! . Milan k chand sikkay daal ess mei Meray hathon mei hai ‘kaasa’, December.. . Jama poonji yehi hai umr bhar ki.. Meri tanhai aur.. Mera December!.

Meri hamsafr abhi soch lo.

Mujhi yad koi dua nahin, Meri hamsfr abhi soch li, To meri jaben pi likha nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Abhi rasta bhi hi dhuol min, abhi faida bhi hi bhoul min, Abhi mujhko tujhsi gila nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Min janm janm si naraz hoon, min janm janm si udas hoon, Min kabhi bhi khul ki hansa nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Too hi khuwab khuwab pukarta, Meri ankh min nahin ashk bhi, Min mudaton si jiya nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Tujhi khushbuon ke hi arzoo, tujhi roshne ke he justjoo, Min hawa nahin min dia nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Tujhi ansuon ka pata nahin, tujhi rat jagon ka ghuman nahin, Tujhi es si aagi pata nahin, Meri hamsfr abhi soch li, kahin choot sakta hi darmyan, na zameen mili ge na asman, Tujhi rasti ka pta nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Mujhi dhoondta phiriga too, na jeiga roz mariga too, Min kabhi bhi ghar pi mila nahin, Meri hamsfr abhi soch li, Kaho lotna hi kisi yahan, meri dard sun meri mehrban, Meri pas wakt zara nahin, Meri hamsfr abh