KOI BHI NA BOLE MAGAR

Koi Bhi Na Bole Magar Khuda ki qasam

Ali Ke Haal Me Kaaba Zaroor
Bolega

Mehraab par Ali(AS) hein to

mimbar pe bhi Ali(AS)

Ka'aba gawaah dosh-e-Payambar

(SAWW) pe bhi Ali(AS)

Khandaq, Uhad, Hunain to

Khaibar mein bhi Ali(AS)

Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k
bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na

daaman bachaiye

Bachna Ali(AS) se hai to

jahannum mein jaaiye..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,