Posts

Showing posts from May 12, 2011

Kuch khuwab thay meri ankhon main

Kuch khuwab thay meri ankhon main, Tujhay pa lenay ki chahat thi, Chand lafzon main he kehte hoon, 'Mujhay Tum say bohot mohbat thi' Par tu kiya janay chahat ko, Tujhay ho jati to poochtay ham, Dil jab jab toot k rota hai, Kiya dard tumay b hota hai? Ye khuwab haqeeqat ho jaye, Kisi apnay jesay sangdil se, ,,,, ,,,, ,,, ,,,,, Tujhay KAASH MOHBAT,,,, HO JAYE!

Naseehat Roz Bikti hai Aqeedat Roz Bikti hai

Naseehat Roz Bikti hai Aqeedat Roz Bikti hai ,, Tumhary shher Mein logo MOHBAT Roz bikti hai ,, Amir-e-Shahir k Dar ka Abi Mohtaj hai Mazhab,, Abi Mulla k Fatwon mein SHARIYET Roz Bikti hai,, Hmare khoon ko bhi wo kisi din Beich daly ga,, Khridaron k jhurmat Mein ADALAT Roz bikti hai,, Najany Lutf kia Milta hai un ko Roz Bikny Mein,, Tawaif ki Trah Logo QAYADAT Roz Bikti hai,, Kbhi Masjid k Mimber pr , kbhi Hujry Mein chhup chhup k ,, Mere Waiz K lahjy Mein QAYAMAT Roz Bikti hai,, Bari Lachaar hain ,Tahir, jabinein in Gharibon ki ,, K Majbori ki Manddi Mein IBADAT Roz bikti hai..

Wo talu-e-aftab se yaad atey hain aksar,

%GHAZAL% Wo talu-e-aftab se yaad atey hain aksar, Unki furqat mein hum dil jalate hain aksar, Din guzar jata hai yadon mein unki, Shaam hony se phir ashk bahate hain aksar, Sara aalam raat ko so jata hai jab, Guzre huwe lamhaat mujh ko sataty hain aksar, Jab afsurda hota hai dil ka angan mera, Geet ghamon k phir gungunaty hain aksar, Kabhi aaty hain khuabon mein milne premi to, Ankh khulne se pehle wo chor jate hain aksar.

Dil k lut jane ka izhaar zruri to nahi,

......Ghazal... ~Dil k lut jane ka izhaar zruri to nahi, ~Ye tamasha sar-e-bazar zaruri to nahi! ~Mujhe tha ishq Teri rooh se or ab b hy, =Jism se ho koi srokar zaruri to nahi! ~Me Tujhe toot k chahoon to Meri fitrat hy, ~Tu b ho Mera talabgar zaruri to nahi! =Ae sitam gar zara jhank Meri Ankhon mein, ~Zuban se pyar ka izhaar zaruri to nahi!

Khwabon Mein Basney Walon Ko,

Khwabon Mein Basney Walon Ko, Hm Dil Mein Basaya Krtay Hain! Kuch Anjani Si Khushiyon Se, Hum Jee Behlaya Kertay Hain. Ek Rog Lagaya Apno Ne, Ek Chot Lagi Begano Se, Aesi Hi Dil Ki Choton Ka, Hum Jashn Manaya Kerty Hain. Koi Pyar Ke Deep Jalata Hai, Koi Pyar Ke Deep Bujhata Hai, Hm Tri Yad K Diay, Raaton Ko Jalaya Krtay Hain. Ab Kis Ko Sunaein kÄsHiF Haal Apna, Ye Log Tu Pathar Dil Thehray ! Hum Apney Gham Ka Afsana, Ab Khud ko sunaya krte hain..

Hum wo mosam nahi jo badalte rahen gain,

Hum wo mosam nahi jo badalte rahen gain, Tera saya ban ker chalte rahen gain. Tum shama ban ker roshni to kro, Hum mom ban ker pighalte rahen gain..