BACHPAN KA ZAMANA
Bachpan ka zamana hota tha, Khushyon ka khazana hota tha, Chahat chaand ko pani ke, Dil title ka dewana hota tha, Roni ke waja na hote thi, Hansni ka bahana hota tha, Khabs na thi kuch subha ke, Na shaam ka thikana hota tha, Dade ke kahane hote the, Paryon ka fasana hota tha, Piron ke shakhin hote thin, Mitti ka khilona hota tha, Gham ke zuban na hote the, Na zakhmon ka pimana hota tha, Barish min kaghaz ke kashte, Har mosam suhana hota tha, Wo khil wo sathi hoti thi, Har rishta nibhana hota tha..