MUJRIM BHI THA MUHSIN BHI THA

Mujrim bhi tha muhsin bhi mera lagta tha,

Dast-e-qatil bhi mujhi dast-e-hina lagta tha,

Ari dikhni wali to usi dikhti rah jati hin,

Han wo shakhs muhabbat ka KHUDA lagta tha,

Kanton bhari shakh nazar ata tha,

Kabhi phool lagta tha kabhi baad-e-saba lagta tha,

Ab logon si poochta phirta hi meri ghar ka pata,

Min jisi sari zamani si bura lagta tha,

Uske baatin thin riwayat si hat kar MUHSIN

Sab min rahita tha magr sab si juda lagta tha.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,