Posts

Showing posts from January 4, 2011

MUDDAT SI JISKE WAASTEY

Muddat se jiske Waastey dil BeQrar Tha, Wo Lout Muddat Se Jiske Waastey Dil BeQrar Tha, Wo Lout Kr Na Aya Magar Intezaar Tha, Jo Hamsafar Tha Chhor Gaya RaaH Main Mujhe, Main Phas Gaya Bhanwar Main OR Wo Darya K Paar Tha, Manzil Qareeb Aayi To Tum Door Ho Gaye, Itna To Tum Batao K Ye Paisa Pyaar Tha, DeeWar Bana Di Ye Kis Ne Dono K Darmyan, Na Wo Sukon Se BeTha Na Mujhko Qarar Tha, Ye Baat Umer BHar Samjh Na Paya Main, MoHSin Kiun Dil Mer Us Bewafa Ka Talab Gaar THa..!

KUCH SAATH USKA DINA HAI

Kuch saath uska denaa hai kuch saath uska paana ha Kuch Saath Uska Denaa Hai Kuch Saath Uska Paana Hai.. Pathron Ke Is Shehar Mein Ek Kaanch Ka Ghar Banana Hai.. Ek Naam Uska Likhna Hai Ek Naam Hamein Ban Jaana Hai..? Kuch Baatein Us Se Karni Hain Kuch Dil Ka Haal Sunana Hai.. Chupkay Se Jo Mangi Hain Un Duaon Main Usko Paana Hai..! Usey Kaho Wo Rooth Ke Mujhse Na Jaye Mujhe Saath Uska Paana Hai... By: Gul Muhammed Buriro 0305=3385324

Tu Kisi Or Ki Jageer He Ae Jan-e-ghazal..

Tu Kisi Or Ki Jageer He Ae Jan-e-ghazal.. Log Tufaan Utha Denge Mere Sath Na Chal.. Pehle Haq Tha Teri Chahat K Chaman Par Mera.. Pehle Haq Tha Teri Khushbu- e-badan Par Mera.. Ab Kisi Or K Shaano Pe He Tera Aanchal.. Log Tufaan Utha Denge Mere Sath Na Chal.. Meri Qismat Me Nahi Piyar Ki Khushboo Shayed.. Mere Hathon Ki Lakeero Me Tu Nahi Shayad.. Apni Taqdeer Bana Mera Muqaddar Na Badal.. Log Tufaan Utha Lenge Tu Mere Sath Na Chal..

BUS RAHNI DO

BUS REHNE DO Ansu Jo Beh Rahay Hein Inhein Behne Do Ye Keh Rahay Hein Dil Ki Baat Kehne Do Bohat Be-Wafa Ho Tum Ye Hum Ko Hai Maaloom Tum Apni Wafa Ki Baat Apne Tak Hi Rehne Do Mila To Kiya Mila Tumhein Chaahanay Ke Baad Bus Dukh Hi Seh Rahein Hein Humein Sehne Do Tum Ne To Keh Daala Sab Haal-E- Dil Apna Ab Mujh Ko Apni Daastaan Bhi Kehne Do Merr Hi Gaye Auron Ke Liye Hum Tum Apni Khaatir Hum Ko Zinda Rehne Do..

WO PYAAR KA SABOOT DIKHAYA KARTA THA

Wo Pyar Ka Sabut Dikhaya Karta Tha. Ansu Baha Kr Hame Manaya Karta Tha. Ye Zindgi Srf Tum Se Wabasta Hay. Aksar Ye Bat Hame Bataya Karta Tha. Uski Bato Me Kuch Aisa Asar Tha, Me Barish K Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha. Sone Ki Fursat Kise Thi. Wo Hame Sari Rat Jagaya Karta Tha, Becheni Jab Had Se Barh Jati Thi. Wo G Bhar K Gale Lagaya Karta Tha. Wo Itni Muhabat Karne Wala Badal Gaya. Jo Hr Bat Par Meri Qasam Khya Karta THA.

Ab Tak To Nuur-o-niKhat-o-rang-o-sadaa KahuN Main

Ab Tak To Nuur-o-niKhat-o- rang-o-sadaa KahuN Main Tujh Ko Chhuu SakuN To Khudaa Jaane Kyaa KahuN Lafzon Se Un Ko Pyaar Hai Mafhuum Se Mujhe Vo Gul Kahen Jise Main Teraa Naqsh-e-paa KahuN Ab Justajuu Hai Terii Jafaa Ke Javaaz Kii Jii Chaahataa Hai Tujh Ko Vafaa Aashnaa KahuN Sirf Is Ke Liye Ke Ishq Isii Kaa Zahuur Hai Main Tere Husn Ko Bhii Sabuut-e-vafaa KahuN Tuu Chal Diyaa To Kitane Haqaa_iq Badal Gaye Najm-e-sahar Ko Marqad-e- shab Kaa Diyaa KaruN Kyaa Jabr Hai Ke But Ko Bhii Kahanaa Pade Khudaa Vo Hai Khudaa To Mere Khudaa Tujh Ko Kyaa KahuN Jab Mere Muh Mein Merii ZubaN Hai To KyuN Na Main Jo Kuchh KahuN Yaqin Se KahuuN Barmalaa KahuN Kyaa Jaane Kis Safar Pe RavaN HuN Azal Se Main Har Khawab Ko Ek Nai Ibtidaa KahuN Ho KyuN Na Mujh Ko Apane Mazaaq-e-suKhan Pe Naaz Gaalib Ko Kaainaat-e- suKhan Kaa Khudaa KahuN.

AGAR DARD-E-MUHABBAT SI

Agar dard-e-muhabbat se na insaaN aashnaa hotaa n Agar Dard-e-muhabbat Se Na InsaaN Aashnaa Hotaa Na Marne Kaa Mazaa Hotaa, Na Jiine Kaa Mazaa Hotaa . HazaaroN Jaan Dete HaiN ButoN Kii Be-vafaa?ii Par Agar Un MeN Se Ko?ii Baa- vafaa Hotaa To Kyaa Hotaa . Agar Dam Bhar Bhii MiT Jaatii Khalish-Khaar Tamannaa Dil Hasrat Talab Ko Apnii Hastii Hai Gilaa Hotaa . Ye Maanaa Be- hijaabaanaa NigaaheN Qah?r Kartii HaiN Magar Husn-e- hayaa Parvar Kaa Aalam Duusraa Hotaa.

AGAR DARD-E-MUHABBAT SI

Agar dard-e-muhabbat se na insaaN aashnaa hotaa n Agar Dard-e-muhabbat Se Na InsaaN Aashnaa Hotaa Na Marne Kaa Mazaa Hotaa, Na Jiine Kaa Mazaa Hotaa . HazaaroN Jaan Dete HaiN ButoN Kii Be-vafaa?ii Par Agar Un MeN Se Ko?ii Baa- vafaa Hotaa To Kyaa Hotaa . Agar Dam Bhar Bhii MiT Jaatii Khalish-Khaar Tamannaa Dil Hasrat Talab Ko Apnii Hastii Hai Gilaa Hotaa . Ye Maanaa Be- hijaabaanaa NigaaheN Qah?r Kartii HaiN Magar Husn-e- hayaa Parvar Kaa Aalam Duusraa Hotaa.

TARASH KAR MERE BAZU

Tarash Kar Mere Bazu Uraan Chor Gaya, Hawa Ke Paas Wo Barhana Makan Chor Gaya, Rifaqaton Ka Meri Usko Dhayan Kitna Tha, Zameen Le Li Magar Asman Chor Gaya, Ajeeb Shakhs Tha Barish Ka Rang Daikh Ke Bhi, Khulay Dareechay Pe Ik Phool Daan Chor Gaya, Jo Badalon Se Bhi Mujhko Chupa Ke Rakhta Tha, Barhi Hai Dhoop To Be Saaibaan Chor Gaya, Oqab Ko Thi Gharaz Fakhta Pakarne Se, Jo Gir Gai To Yunhi Neem Jaan Chor Gaya, Na Jaane Kon Sa Asaib Dil Main Basta Hai, K Jo Bhi Thehra Wo Akhir Makaan Chor Gaya..

SHARAB

Nasha Hum Karte HaiN, Ilzam Sharab Ko Dia Jaata Hai, Magar Qasoor To Un Ka Hai, Aass.. Jin Ka Chehra Hamen, Har Jaam Mein Nazar Aata... by: GUL MOHAMMED BURIRO 0343=8390807

ANA MERI QABAR PI DO PHOOL CHARA JANA

Aana Meri Qabar Per Do Phool Chadha Jana Rona Na Aye Muskurke Chale Jana Meri Qabar Pe Ek Baar Zaroor Ana Mager Shart Hai Ansoo Na Bahana Taklif Hog Rooh Ko Bhi Aansoo Jo Aapke Niklenge Rooh Royegi Meri Rooh Ko Na Tadpaya Karna Tere Khuwabon Mein Aya Karunga Zaroor Kabhi Yaad Karke Meri Mohabat Ko Aazmaya Karna Meri Qabar Pe Phool Na Chadhana Ansoovon Ke Bas Aakar Qabar Pe Apni Mohabat Ka Saya Karna Meri Dua Hai Tera Ghar Khushboo Se Bhara Rahe Tun Khushi Ki Har Mehfil Mein Jaya Karna Meri Yaad Mein Na Khona Kabhi Udaas Hokar Apne Humsafar Ki Agosh Mein Sojaya Karna Kabhi Roker Mat Pukarna Mujhae Main Whan Se Wapis Nahi Avunga.

MIN WUHE HOON JISI TUM DOST KAHA KARTI THI

"Gazal" Main Wohi Hoon Jise Tum Dost Kaha Kartay They... Din Me So Bar Mera Naam Liya Kartay They... Aaj Kia Baat Hai Kyun Mujh Se Khafa Bathay Ho, Keya Kisi Aur Koi Dost Bana Bathay Ho, Faslay Itne Tu Pehlay Na Howa Kartay They, Main Wohi Hoon Jise Tum Dost Kaha Kartay They... Tum Agar Bhool Gaye Ho Tu Koi Baat Nahin, Zakham Tu Pehlay Bhi Is Dil Par Laga Kartay They... Main Wohi Hoon Jise Tum Dost Kaha Kartay They.

DITA RAHA KOI SADGI KI SATH

Deta Raha Faraib Koi Saadgi K Saath, Itna Badha Mazaaq Meri Zindagi K Saath, Shayad Mili Saza Us Jurm Ki Mujhe, K Tha Mujhe Pyaar Ek Apne K Saath, Wo Zeher B Deta Raha Dawa Ki Tarah, Itna Bura Salook Meri Saadgi K Saath, Apna Samajh K Jis K Liye Hum Ujhar Gaye, Kal Shaam Mil Raha Tha Kisi Ajnabi K Saath.

YI SAAL BHI UDAAS RAHA

......Ye Saal Bi Udaas Raha Ruth Kar Gya, Tuj Se Mile Bagair December Guzar Gya..... .....Kya Dushmani Thi Chaand Ko Ghar K Charag Se, Aghar Bhuj Gya To Chaand Nadi Me Utar Gya..... ......Mohsin Ye Rang Roop Ye Ronak Baja Magar, Me Zindah Kya Rahun K Mera Jee Bhar Gya . . ?

KABHI BOOND KO TARSNA

Kabhi Unka Naam Leina" Kabhi Unki Baat Kerna" Mera Zooq Unki Chahat, Mera Shoq Un Pe Marna" Kabhi Chalte Chalte Thamna Or Tham K Beith Jana" Kabhi Larkhara K Girna, Or Gir K Phir Sambhalna" Kabhi Raat Raat Rona, Kabhi Din Charhe Sisakna" Kabhi Darya Darya Rehna, Kabhi Boond Ko Tarasna" Raha Ishq Se Hamesha, Koi Wasta Hai Apna" Yahi Zindagi Hai Apni" Yahi Rasta Hai Apna.

ANSU JO BEH RAHI HIN INHIN BEHNI DO

Ansu jo Beh Rahay Hein Inhein Behne Do Ye Keh Rahay Hein Dil Ki Baat Kehne Do Bohat Be-wafa Ho Tum Ye Hum Ko Hai Maaloom, Tum Apni Wafa Ki Baat Apne Tak Hi Rehne Do, Mila To Kiya Mila Tumhein Chaahanay Ke, Baad Bus Dukh Hi Seh Rahein Hein Humein Sehne Do, Tum Ne To Keh Daala Sab Haal-e- dil Apna, Ab Mujh Ko Apni Daastaan Bhi Kehne Do, Merr Hi Gaye Auron Ke Liye Hum, Tum Apni Khaatir Hum Ko Zinda Rehne Do..

CHAHIRA KOI BHI ANKH MIN THAHIRA NA PHIR KABHI

"G/h/a/Z/a/l" Chehra Koi Bhi Aankh Me Thehra Na PhirKabhi ~ Dil Ne Kisi Bhi Shakhs Ko Chaha Na Phir Kabhi ~ Rutha Zara Si Baat Pe Uth Kar Chala Gya ~ Aisa Gya K Lout K Aaya Na Phir Kabhi ~ Kuch Yun Mila Tpaak Se Bus Ishq Ho Gya ~ Wo Ajnbi Tha Kon Tha' Socha Na Phir Kabhi ~ Us Ne Btaur Tohfa Diya Tha Libas-e-hijar ~ Pehna Jo Aik Baar' Utaara Na Phir Kabhi ~ Mohsin Guzar Chuka Tha Had-e-aitdaal Se ~ Jany Kahan Gya' Usay Dekha Na Phir Kabhi.