SUNO AISA NAHIN KARTI

Safar tanha nahin karti suno aisa nahin karti,

Chalo tum raaz ho apna tumhin afsha nahin karti,

Suno jiska muqadr ho usi chhora nahin karti,

Jisi shafaf rakhna ho usi mila nahin karti,

Jo bas jata dharkan min usi bhoola nahin karti,

Kise ko dil diti wakt buht socha nahin karti,

Jo pehli si tanha ho usi tanha nahin karti,

Suno tum yaad aati ho or ham soya nahin karti.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,