KAASH
Kaash tune bhi mujh ko
chaha hota
Auron ki tarha apna
mujh ko kaha hota
Miane tujh ko chaha tujh
ko hi socha
Kaash tune bhi meri
tarha socha hota
Sochti hoon tujh ko
bhool jaoon main
Kaash yeh hunar bhi
mujh ko aaya hota
Ek doosre ke beghair na
jee sakte
Kaash humara bhi koi
aisa talluq hota..
chaha hota
Auron ki tarha apna
mujh ko kaha hota
Miane tujh ko chaha tujh
ko hi socha
Kaash tune bhi meri
tarha socha hota
Sochti hoon tujh ko
bhool jaoon main
Kaash yeh hunar bhi
mujh ko aaya hota
Ek doosre ke beghair na
jee sakte
Kaash humara bhi koi
aisa talluq hota..
Comments
Post a Comment