Chaand Bhi Dekha, Phool Bhi Dekha,

Chaand Bhi Dekha,
Phool Bhi Dekha,

Badal, Bijli, Titli, Jugnu,

Koi Nahi Hai Aysa,

Tera Husn Hai Jaisa,

Meri Nagha Ne Yeh Kaisa
Khawab Dekha Hai,

Jamee Mein Chalta Hua
Mahtaab Dekha Hai,

Meri Akho Ne Chuna Hai
Tujhko Duniya Dekh Kar,

Kiska Chera Ab Mein
Dekhu, Tera Chera Dekh
Kar,

Neendh Bhi Dekhi,
Khawaab Bhi Dekha,

Chudi, Bindiya, Darpan,

Khusbu, Koi Nahi Hai
Aysa,

Tera Pyar Hai Jaisa,

Rang Bhi Dekha,
Roop Bhi Dekha,

Rasta, Manjil, Sahil,
Mahfil, Koi Nahi Hai Aisa,

Tera Saath Hai Aisa,

Meri Akho Ne Chuna Hai
Tujhko Duniya Dekh Kar,

Meri Akho Ne Chuna Hai
Tujhko Duniya Dekh Kar,

Kiska Chera Ab Mein
Dekhu, Tera Chera Dekh
Kar,

Bahut Khubsurat Hai
Aakhe Tumhari,

Bana Legiye Inko Kismat
Hamari,

Use Aur Kya Chahiye
Zindagi Me,

Jise Mil Gaye Hai Mohabat
Tumhari..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,