Ek jurm hua hai hum say, ek dost bana baithay hain

Ek jurm hua hai hum say, ek dost bana baithay hain,
Kuch apna sa uss ko samaj kar, Sab raaz bata baithay hain
Phir uss kay pyar ki raah mein, Dil-o-jaan ganwa baithay hain
Wo yaad buhot hiaatay hain jo hum ko bhula bathay hain,
Iss jurm ki mili hai saza aisi,
Hum un sey juda ho baithay hain.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,