Shishe Ke Aaine Main Dekhti Hai Woh Khamosh Naazre.

Shishe Ke Aaine Main Dekhti Hai Woh Khamosh Naazre.

Ghunghat Main Chehra Chupaai Hue.

Aankhon Main Kajal Sajaye Hue.

Chorr Ke Apna Ghar Aangan

Chali Ayee Dulhan Ek Naye Duniya Bassane.

Hogaye Parai Jahan Beeta Apna Bachpan.

Aur Jawani Ki Hassen Raahein.

Aapna Na Hai Who Sansaar.

Jis Main Bana Ni Hai Naahi Kahaani.

Mathe ki Bindiya Kuch Kehti Hai Us Se.

Haatho Ki Kangan Khankati Hai.

Jaise Kehte Hai Rukh JA ReeSaakhi..

Na Chor Woh Raahein.

Jis Me Khela Tera Bachpan.

Chorr Ke Apna Ghar Aangan.

Chali Ayye Dulhan Ek Naye Duniya Bassane.

Laal Jodhe Main Saji Hai AiseAankhon Main Ek Sapna Leke.

Dil Main Jagi Hai Aisi Umag.

Khushiyo Se Bhara Hai Woh Naya Jevaan.

Jahan Lage Woh Paraye Bhi Apne.

Jahan Saathi Ho Pyaara, Aur Khushiyo Ka Alam Ho.

Phri Bhi Udaas Si Lagti Hai.

Us Ki Nazar Keh Jati Hai.

Us Ne Ankahi Si Baate.

Yaad Dilati Hai, Woh Bethe Dil

Woh Khamosh Galiyo Ki Raahein.

Phir Bhi Nibhana Hai, Woh Reet Purani.

Chor Ke Apna Ghar Aangan

Chali Aai Dulhan Ik Naye Duniya Basane.....,

"2 Ajnabi dost"Like

Ghulam Ali 03458800783

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,