Tum chalakta huwa ek nazar daalo,

Tum chalakta huwa ek nazar daalo,
Jaam khali hai isse bhar daalo,

Mohabbat ka yehi takaja hai aye jaanashin,

Apna ilzaam sabhi mere sar daalo,

Jo socha woh toh kiya,

Jo na socha kavi woh bhi kar daalo,

Main fakiri mein bhi sikandar hoonaaj,

Mujhpe daulat ka mat ashar daalo,

Faishla baad mein bhi kar lena,

Pehle haalat pe nazar daalo,

Zindagi jab lagne lage bahoot udaas,

Koi chota sa gunaah kar daalo.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,