Na milta gham tu barbadi k afsanay kahan jatay

Na milta gham tu barbadi k afsanay kahan jatay
Agar dunya chaman hoti tu veeranay kahan jatay

Chalo acha howa apno mein koi ghair tu nikla

Sabhi hotay agar apne tu beeganay kahan jatay

Tumhi ne gham ki dolat di bara ehsaan farmaya

Warna hum zamane bhar k aagay hath pheelane kahan jatay

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,