Kyun kehte ho isa marz ki dawa nahi

Kyun kehte ho isa marz ki dawa nahi
Zulfon se uljhana ab khel nahi

Kareeb aakar door ho jao yeh berukhi bhi toh sahi nahi

Tere dar par aaye hai Yun muh modna sahi nahi!

Tumko dekha hi nahi,

Yun nazaron se mile nazar yeh abmumkin toh nahi

Par jaane kuyn pukar tumhari lautkar aati hai

Intezaar ki ghadiyan kyun ab beganon si nahi

Din beet jayenge zamana badal jayega

Mausum aayenge aur apna sehra pehnayenge

Mat chedo geet pyaar ke

Warna hum doob jayenge

Chand ko chandani pasand hai,

Sagar ko laherien,

Phaisla yun toh mushkil hai ki kisko hum apna dost kahen

Dost ko dosti pyaari hai.. Toh ab guroor karke hum karen kya

Aey chand tujhe chandani ki kasam

Tujhe pukarte sagar ki lehron ka vasta

Chand sa chehra purnima sa khila

Hothon ki lali kya kehti hai bata Tu na ja.. Na ja…

Teri mehfil mein ankhiyan becchaiyen kahde hai,

Saamne ho tum.. Chehra chupayenkhade hai!

Tum jo dard bibhana jano

Toh hum wafa tum sang kar chalein hai

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,