Koi ghazal suna kar kya kerna, Yoon baat barrha kar kya

Koi ghazal suna kar kya kerna,
Yoon baat barrha kar kya kerna.? Tum mere thay tummere ho,

Duniya ko bata kar kya kerna.

Tum ehad nibhao chaahat se,

…Koi rasam nibha kar kya kerna.

Tum khafa bhi achhe lagty ho,

Phir tum ko mana kar kya kerna.

Tere dar pe aa k bethay hen

Ab ghar bhi ja kar kya kerna

Din yad se acha guzray ga

Phir tum ko bhula kar kya kerna

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,