Chalo Kuch Dair Hastay Hain … Muhabbat par Inayat par …

Chalo Kuch Dair Hastay Hain …
Muhabbat par Inayat par …

K be-bunyad baten hain …

Sabhi rishtay Sabhi Natay …

Zarurat ki Hain Eejaaden …

Kahin Koi nahi merta Ksi k Wastayjana …

K sub hai Phair lafzoon ka …

Hai sara Khail herfon ka …

Nahi hai mehboob koi b …

Jumlay say kastay hain …

Chalo Kuch dair Hastay hain …

Usi ko Yaad kertay Hian …

Jisay hum Zeest Kehtay hain ..

K lena Sans Bin jis k …

Humain Ik Jurm Lagta Tha …

Bala ka taiz Lagta Tha …

Jo Saya Bun k Rehta Tha …

Juda Ab Us k rastay hain …

Chalo kuch Dair Hastay hain

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,