Shareek-e-Gum huwa jo mery chot khany k bad,

~*~ ("Ghazal")

Shareek-e-Gum

huwa jo mery chot khany k bad,

Kho diya main ne us ko pany k bad,

Mujy naz raha faqat us amal pr sada,

Usny mujy apna mana azmany k bad,

Suna hy tarap rha hy wo meri wafa k liye,

Shayad pachta raha hai mujy thukhrany k bad,

Aj youn he Sar-e-Rah us sy nazr ja mili "AMIR"

Wo RO diya mujsay nazar milany k bad,

Kis kis ko doun ilzam BEWAFAI ka,

Hr koi chor gya mjko apnane k bad..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,