Aise chahte the hum unhen, woh bhi humen chahte to kya baat hoti.
Aise chahte the hum unhen,
woh bhi humen chahte to kya baat hoti.
Pane ka arman to tha,
bin mangy mil jate to kya baat hoti.
Is dil mai pyaar tha kitna,
wo jaan jate to kya baat hoti.
Humne maanga tha unhe khuda se,
woh bhi humen maang lete to kya baat hoti.
woh bhi humen chahte to kya baat hoti.
Pane ka arman to tha,
bin mangy mil jate to kya baat hoti.
Is dil mai pyaar tha kitna,
wo jaan jate to kya baat hoti.
Humne maanga tha unhe khuda se,
woh bhi humen maang lete to kya baat hoti.
Comments
Post a Comment