Ab wafa se mukar gaya hai Dil,

GHAZAL

Ab wafa se mukar gaya hai Dil,

Ab mohabat se dar gaya hai Dil,

Ab saharon ki baat mat karna,

Ab dilason se bhar gaya hai Dil,

Jab bulate thay zinda dil thay hum,

Ab na aao k mar gaya hai Dil

Ab wo pagal pan na wehshat hai,

Chot kha kha kar sudhar gaya Hai dil..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,