Shikwa "Khushi" ki Yaadon Se is tarha kya hum ne

GHAZAL
Shikwa "Khushi" ki Yaadon Se is tarha kya hum ne,

Hanstay Hanstay shama ko Rula dya hum ne,

Ek lamha diya tu ne jeene k liye,

Or Us main zindagi ko mita diya hum ne,

Ek safhay pe likhi teri Yaad ki Dastaan,

Doosra hisa khali hi jala diya hum ne,

Kis baat ki maazrat chahtey hain woh,

Jis baat ko suntay hi bhula diya hum ne,

Woh kyun nahi Aatay Humaaray paas,

jin ki Raahon me palkon ko bicha diya hum ne.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,