"Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe "Mohsin"

"Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe "Mohsin"

Is liye jab chaha yaad kiya jab chaha bhula diya"

"Janta tha wo mujh ko behlane k har andaz "FARAZ"

Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya"

"Rakhta to tha wo mera bohot hi khayal "Wasi"

Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya"

"Lagta to tha usko hai mujh se bohot hi piyar
"Saaqi"

Is liye jab chaha apna bana liya jab chaha daman chura liya.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,