Chashm-e-saqi ny kya khail racha rakha hai.

Chashm-e-saqi ny kya khail racha rakha hai. Koi zahid koi may-khwaar bana raka hai.
Jo phansa, phir na kabi us ny rehai mangi. Teri zulfho ny ajab jaal bicha raka hai, Husan, ishq ho dono ka asar yaksaan hai.
Cheez hai aik magr naam juda raka hai.
Choom lati hai latak kar kbi chehra kbi lab Tum ny zulfon ko bohot sar par charah rakha hai.
Teri makmooor nigahon se hai ronak sari. Warna SAQI tere may khaney main kiya rahka hai?

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,