Usy kehna ye dunia hy!

Usy kehna ye dunia hy!

Yahan her morr py aisay bohat sy log milty hen!

Jo andar tak utarty hen

Abad tak saath rehny ki!

Akathy dard sehny ki!

Hamesha baat kerty hen!

Usy kehna ye dunia hy!

Yahan hr shakhs matlab ki!

Hadon tak saath chalta hay!

Jonhi mosam badalta hy

Mohabbat k sabhi dawy!

Sabhi qasmen,sabhi waady!

Achanak toot jatay hein!

Usy kehna ye dunia hay!

Yahan hr morr py apni!

Sada aankhen khuli rakhna

Koi kitna b acha ho

Koi kitna b sacha ho
Magar aitabar mat karna

USAY KEHNA YE DUNYA HAI
YAHAN PER PIYAR MAT KARNA

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,