Usay apni zid ki fikar thi. Muji apni ana ka khayal tha
(" BEST GHAZAL")
Usay apni zid ki fikar thi.
Muji apni ana ka khayal tha
Na mil sake hum phir kabhi
Wo humari mohabbaton ka zawal tha.
Meri liye us ka saath hi sub kuch tha.
Us k liye ye sub mazak tha,
Usy Bas apni manzilon ki fikar thi.
Yahan meri zindagi ka sawal tha.
Usay apni zid ki fikar thi.
Muji apni ana ka khayal tha
Na mil sake hum phir kabhi
Wo humari mohabbaton ka zawal tha.
Meri liye us ka saath hi sub kuch tha.
Us k liye ye sub mazak tha,
Usy Bas apni manzilon ki fikar thi.
Yahan meri zindagi ka sawal tha.
Comments
Post a Comment