"Un k andaz-e-karam, Un pe wo ana dil ka"

"Un k andaz-e-karam, Un pe wo ana dil ka"


Haaye wo waqt, wo baatein, wo zamana dil ka


"Na suna usne tawajjo se fasana dil ka"


"Umar guzri per dard na jana dil ka."


"Dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti hay"


"Rog dushman ko bhi ya rab na lagana dil ka"


"Wo bhi apne na howe dil bhi
gaya haathon se"


"Aesy aane se tou behtar hay na aana dil ka"


"Unki mehfil me Parveen un k tabasum ki adaa"


"Hum dekhte reh gaye haath se jana dil ka."...

Comments

  1. Assalamoalaikum
    ye ghazal to pir naseer ul naseer ka likha hua hai phr yaha change kyun kiya ??????? pir sahb k ghazalon ko apne naam kr k shohrat hasil krne walo ALLAH ap logon ko gharak krey

    ReplyDelete
    Replies
    1. ye ghazal to pir naseer ul din naseer ka likha hua hai phr yaha change kyun kiya ??????? pir sahb k ghazalon ko apne naam kr k shohrat hasil krne walo ALLAH ap logon ko gharak krey

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,