,*,PEHLI CHAHAT,*,

Mujh ko tera pyaar teri dosti
achi lagi..

Teri nisbat se sada ye zindagi achi lagi..

Main ne apne RAB se phir manga tujhi ko umar bhar..

Teri aankhon ki mujhe dariya dili achil lagi..

Bhaa gaee muskan tere honton ki teri kasam..

Teri baaton ki Mujhe sanjeedgi achi lagi..

Yoon tou ghazlen bhi likhi hain, Geet bhi main ne magar..

Jis mein ho bus tum hi tum, wo shayari achi lagi...

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256







*==*Kitni majboriyaan hum palkon pe saja lete hein..

Hum kahan rote hein halaat rula dete hein..

Yaad rakhte hein bure waqt k saathi ki ko?

Subha hote hi shama bhuja dete hein..

Saath hote hein tou lagta hay sadion ka saath hay..

Door hote hein tou faqat do din mein bhula dete hein..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








(¤¿) Aarzo k¡ shiddat ko kaash tum samajh saktey..

Meray dil k¡ chahat ko kaash tum samajh saktey..

K¡s tarha jalat¡ he¡n sada¡n juda¡ k¡..

H¡jar k¡ qayamat ko kaash tum samajh saktey..

Peyar k s¡wa mujh ko aur kuch nah¡ aata..

Mer¡ ¡s aadat ko kaash tum
samajh saktey..

Jo dekha¡ detay he¡n, loug wo na¡h,,

'Was¡

S¡rf ¡s haq¡qat ko kaash tum
samajh saktey..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








~€~ M¡tt gaya hon mujh ko tou mitta rehne do..

Mere jazbaat k sholon ko bujha rehne do..

Dard sehne k¡ hay bachpan h¡ se aadat mujh ko..

Mere r¡ste hoye zakhmon ko
hara rehne do..

Ab tou tabeer k¡ hasrat h¡ nah¡ hay mujh ko..

Mer¡ aankhon me¡n mera khuwab chupa rehne do..

Muskurahat pe mera haq h¡ nah¡ hay yaaro..

Mere honton se tabasam ko
khafa rehne do..

D¡l jo toota hay tou aankhein na chalak jaen

Wasi

Aj aankhon ko ¡n ashkon se
bhara rehne do..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








¤*¤>Zara tum shaam dhalne do K suraj ko tou jane do..

Parindo ko tou urne do
Zara tum shaam dhalne do..

Abhi tou aasman ka rang nikhre ga..

Abhi khushbo bhi bikhre gi
Abhi mosam bhi badle ga..

Abhi tou chaand nikle ga
Abhi manzar badalne mein zara si dair baqi hay..

Abhi dil k sambhalne mein zara si dair baqi hay..

Chale Jana!

Abhi do chaar pal, do chaar
sadiyan saath rehne do

Mujhe kuch aaj kehne do
Bus apne paas rehne do..

Mujhe itna tou kehne do
"Mujhe tum se Mohabbat hay"..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








Yehi wafa ka sila hay tou koi
baat nahi..

Ye dard tum ne diya hay tou koi baat nahi..

Itna bohut hay k tum dekhte ho saahil sy..

Hum doob rahein hain tou koi
baat nahi..

Kis ki majaal jo mujhko kahe be-wafa..

Agar ye tum ne kaha hay tou koi baat nahi..

Ye mery bus mein kahan k tujh ko bhool sakun..

Tu mujhko bhool chuka hay tou koi baat nahi..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








Koi aatA HaE yad Bahut sone se pehle..

Jo cheen leta hai aansoo mery ronay se pehlay..

Ab neend bhi aaye tou mein sona nahi chahta..

Kisi qeemat pe bhi mein us ko khona nahi chahta..

Ho jaye wo kaash mera mujhy khony se pehle..

Jo aaAýa haE yad bahut sone se pehle...

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








Nigaah-e-Yaar pe palkon ki gar lagaam na ho..

Badan mein dhoor talak zindagi ka naam na ho..

Wo be-naqaab jo phirta hai gali koochon mein..

To kesey shehar k logon mein qatal-e-aam na ho..

Mujhe yaqeen hai k dunia mein dard bhar jaen..

Agar ye peenay-pilanay ka
ehtemaam na ho..

Bitha k samney bas dekhta
rahon usey..

Us k siwa mujhe dunia ka koi
kaam na ho..

Jo us ko dekh le ek nazar

Faraz

Mere shehar ki galiyon mein
kabhi shaam na ho..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








Yaadon ka ik jhonka aya hum se milne barson baad..

Pehley itna roye nahi thay jitna roye barson baad..

Lamha lamha gher ujra hay tou hum ko ehsaas hua..

Pathar aye barson pehlay
sheshay tootay barson baad..

Aaj humari khak pe dunya ronay dhonay bethi hay..

Phool huay hain itnay sastay
janay kitnay barson baad..

Dastak ki umeed lagaye kab tak jeetay hum..

Kal ka wada karney waley milnay aye barson baad..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256








Ab waqt-e-judai hay, Mujhe ab al-vida keh do..

Ab phir wo tanhai hay, Mujhe ab al-vida keh do..

Main laakh bura tehra hon apno ki nazar mein..

Dil ro tou raha hay magar, Ab al-vida keh do..

Mery aansou tou mery hain, meri khushiyan tumhari hain..

Mubbarak tum ko ye khushiyan,
Mujhe ab al-vida keh do..

Mere jany pe na rona, Mujhe
tum yaad na karna..

Main tanha tha main tanha hon,
Mujhe ab al-vida keh do..

Mujhe afsoos tou youn sab se door jany ka..

Meri yaadon mein tum sab ho,
Mujhe ab al-vida keh do..

Kisi k dard ki wajah, kisi k dukh ka main sabab..

Banonga ab kabhi na main, Mujhe ab al-vida keh do..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256





Mehsoos Ho Rahi Hai Fiza Mein Tamatar aur Andon Ki Khushboo

Faraz,

Lgta Hai Meray watan Ki
Cricket Team Wapis Aney Wali Hai..

¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256







¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256







¤*~*ÜdÃÂ$*~*¤
0344(*=¤*)3888(*=¤*)256

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,