"Pat'thar tha magar barf k golon ki tarha tha,

"Pat'thar tha magar barf k golon ki tarha tha,

Ek shakhs andheron men ujalon ki tarha tha,

Khwabon ki tarha tha na khyalon ki tarha tha,

Woh ilm- e-reyazi k sawalon ki tarha tha,

Uljha howa aisa k kabhi hal ho nahi paya,

Suljha howa aisa k misalon ki tarha tha,

Woh mil to gya tha magar apna hi muqddar,

Shatranj ki uljhi hui chalon ki tarha tha....

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,