Meri duaao main har pal naam hai tera

Meri duaao main har pal naam hai tera


*~*Meri ibadatoh main justujo bhaa kaam hain tera


Muj par jab neend ka galba
aanay lagta hain


*~*Tera wajood meri aankho main samanay lagta hain


Tujhain main apnay qareeb pata ho sapno main


na janay tu kab aaiy gi meray beech apno main


meri zindagi bhi tu hain meri
ibadat bhi tu hain


meray jewan ki khobsurat
bahaar bhi tu hain


apnay pyaar ki shidat ko miraaj tak pouchao

apnay pyaar ka marz teri zindagi main barhaao.........

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,