Koi dophar thi Hawaaon ke rath par Jab os ney mera hath thama
Koi dophar thi Hawaaon ke rath par Jab os ney mera hath thama..
Kisi ney na dekha sir-e-shaam sahil par
Moujon ki zadd mein Jab
os ney mera hath thama..
Kisi ney na dekha Andhairay mein ik raat Neendon ki hadd par..
Jab os ney mera hath thama Kisi ney na dekha Magar main ney dekha Na
Aankhon mein chehra Na honton pey waada Na dil mein bharosa...

Comments
Post a Comment