Kiya ajab, ahtisab apna tha Jaan apni, azaab apna tha

Kiya ajab, ahtisab apna tha
Jaan apni, azaab apna tha...

Kuch mile log bhi zamana saaz Kuch muqaddar kharab apne tha...


Ye k mukhlis they hum mohabbat mein

Jurm bas ye janab apna tha...

Ab kia karna us shakhs se gila kar k

Wo bhi tou intikhab apna tha...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,