Kabhi mehrbaan tha to kabhi anjaan tha

Kabhi mehrbaan tha to kabhi
anjaan tha..

Mera wehm tha ya wo mera
gumaam tha..

De kar zakhm wo marham rakhta tha..

Ban raha tha ya wasey he itna nadaan tha..

Mujhse bichar gaya tha wo ek roz..

Wo shakhs jo meri pehchaan tha..

Khuda ko chahte to kuch mil b jata..

Hum ne chaha jis ko wo insaan tha...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,