Kab hui pyaar ki barsat hume yaad nahi..

Kab hui pyaar ki barsat hume yaad nahi..

Khof may doobi mulaqat hume yaad nahi..

Hum to mdhosh thay kuch itna us ki chahat may..

Us ne kab chor dia saath hume yaad nahi..

Zindagi jabr-e-musalsal ki trah kati hai..

Janay kis jurm ki pae hai saza yaad nahi..

Main ne palko se dar-e-yar dstak di hai..

Main wo sahil hun jisay koi sada yaad nahi..

Aao 1 sajda karain aalam-e-madhoshi mein..

Log kehtay hain k SAGHAR ko khuda yad nahi...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,