Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat

"GHAZAL"
Of
"WASI SHAH"



Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat

WASI,



Qatra Qatra baras rahi hai,ashkon ki barsaat

WASI,



Tery baad ye duniya waaly mujh ko pagal kar denge,



Khushbuon k dais main mujh ko le chal apny saath

WASI,



Aaj to us ka chehra bhi kuch badla badla lagta hy,



Mausam badla duniya badli, badal gaye halaat

WASI,



Chor WASI, ab us ki yaadain tujh ko pagal kr dengi,



Tu qatra hy wo darya hy dekh apni auqaat

WASI..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,