Hath ki lakeeron mein Kya talaash karty ho?

Hath ki lakeeron mein Kya
talaash karty ho?


In fazol baaton mein Kis liye ulajhty ho?


Jis ko milna hota hai Bin lakeer dekhy he..


Zindagi key raston pey Sath sath chalta hai Phir kahan bicharta hai..


Jo nahe muqadar mein Kab hume woh milta hai Kab woh sath chalta hai..


Hath ki lakeeron mein Kya talaash karty ho..?

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,