Chaand ki simt nazar jaye tou kiya hota hay?

Chaand ki simt nazar jaye tou kiya hota hay?


Raat kisi ki yaad mein guzar jaye tou kiya hota hay?


Kitni masoom ada se wo mujhe pochta hay,.


Jab doi dil mein utar jaye to kiya hota hay?


Mere mola tu faqat itna bata de usko..


Aadmi jeete ji mar jaye tou kiya hota hay?


Koi anjan sa shakhs ka kisi pichle pehar..


Aks aankhon mein thehr haye tou kiya hota hay?


Dard de k mujhe woh hansta
raha or boli..


Dard jab had se guzar jaye to kiya hota hay...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,