Be-kanaar jazbon ko Kab kanaar milta hai?

Be-kanaar jazbon ko Kab kanaar milta hai?


Be-dayaar logon ko
kab dayaar milta hai?


Be-qaraar sochon ko Kab qaraar milta hai?


Aaj kis liye tum ney ye sawal
pochy hain?


Aik pal ko socho tou,
Bekhabr parindon ko Kab
hawaaein deti hain..


Khushboun key sandaisay Ajnabi jazeeron ka
kab pata batati hain..


Inko inke hony ka kab yakeen dilati hain..


Tumni jo bhi pocha hai Hum jawab deny ka hosla agar rakhty Maztrab he kyun hoty.?

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,