"Aakhirat ko bhool betha fikr-e-dunya k evaz"

"Aakhirat ko bhool betha fikr-e-dunya k evaz"


"Mout ka hamla achanak
bekhabar kesa laga?"


"Hanste hanste tou ne dunya
mein guzari zindagi"


"Ab naya zair-e-zamin ye tang ghar kesa laga?"


"Dafan kar k qabar mein sub
berukhi se chal diye"


"Jis se tu manus tha ab wo
bashar kesa laga?"


"Tu hansa karta tha auroon ko preshan dekh kar"


"Chal diya apno ko rota chor kar kesa laga?"


"Ab na wo takya mulayam aur na wo bistar narm"


"Jism pe 2 gaz kafan mitti pe sir kesa laga?"

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,