Yaad teri jab b aai wafa roti rahi!

Yaad teri jab b
aai wafa roti
rahi!

Aankh se barsa
wo baadal k
intiha hoti rhi!

Kal najany kya
sitam toota teri
yad aaney
k baad!

Raat bhar galiyon
mein kyun pagal
hawa roti rahi!

Tere milney ki
dua k liye jab b
haath uthaey
main ne Mohsin!

Meri is masoom
khwahish pe
najaney kyun
dua roti rhi.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,