Meri Zindagi to Firaaq hai

Meri Zindagi to Firaaq hai,

Wo Azal se Dil k Makee

Meri Zindagi To Firaaq Hai,

Wo Azal Se Dil K Makeen Sahi

Wo Nigah-e-Shoq Se Door

Hai, Rag-e-Jaan Se Laakh

Qareeb Sahi

Hamain Jaan Deni Hai Ek Din,

Wo Kisi Tarah Wo Kahin Sahi

Hamain Aap Khinchey Daar

Per. Jo Nahi Koi To Hum Hi

Sahi

Sar-e-Toor Ho, Sar-e-

Hashar Ho, Hamain Intizaar

Qabool Hai

Wo Kabhi Miley, Wo Kahin

Miley, Wo Kabhi Sahi, Wo

Kahin Sahi

Na Ho Un Per Jo Mera Bus Na

Sahi, Keh Yeh Aashqi Hai

Hawas Nahi

Main Unhi Ka Tha, Main Unhi

Ka Hoon, Wo Mere Nahi To

Na Sahi

Jo Ho Faisla Woh Sunaaiye,

Usey Hashar Per Na Uthaaiye

Jo Karain Ge Aap Sitam

Wahan, Wo Abhi Sahi, Wo

Yahin Sahi

Usey Dekhne Ki Jo Loo Lagi,

To €˜NASIR’ Dekh Hi

Lain Ge Hum

Wo Hazaar Aankh Se Door

Ho, Wo Hazaar Parda-

Nasheen Sahi!!!!!!

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,