Kaha mein ny k deewaney ko samjhaya nae karte!!
Kaha mein ny k deewaney ko
samjhaya nae karte!!
Kaha usne bharosa dil par itna nahi karty
Kaha mein ny k mohabat mein kabhi socha nahi karty!
Kaha usne bohat khush rang
dunya k nazary hy
Kaha mein ny k jab tum ho tu kuch deihka nahi karty!
Kaha usne mein tum se dur hun lekin tumhara hun
kaha mein ny k sapne dil ko
behlaya nahi karty!
Kaha usne tumhari chahat mein ruswayan hongi
Kaha mein ny shohrat sy
ghabraya nahi karty!
Kaha usne samjh jao samjh jao ay mere pagal!!

Comments
Post a Comment