Chahoo Jo meri khataoon ki saza do mujh ko

Chahoo Jo meri khataoon ki
saza do mujh ko

Per Khata kya hai zara itna
bata do mujh ko

Meiney chaha tha tumhien
aisey tu aakhir kyun kar

In wafaoon k siley aisi wafa
do mujh ko

Bhoolna tum ko hamarey
liey na mumkin hai

Jo ho sakey tu sanam tum
hi bhula do mujh ko

Ab agar soch hi lia hai jo
qata ka "SAAIR"

Mein mar hi jaaon koi aisi
saza do mujh ko..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,