Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai

Woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

Woh mera teri aankhon k
samander main uttar jaana

Aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

Teri awaaz k sehar se na nikal paana

Tujh ko dekhna aur
Behar-e-ishq main doob k daikh kabhi

Behar-e-ishq main doob k daikh kabhi

Jaam-e-mohabbat pee k daikh kabhi

Her taraf tera hi aks nazar ayai ga

Meri aankhon mein pyar say
daikh kabhi

Ghuror hay tujhey apni zulfon ki cha ’aon ka

Meri palkon ki chaon mein baith k daikh kabhi...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,