Arzuen hazar rakhte hain to bhi ham dil ko mar rakhte hain

=>Arzuen hazar rakhte hain
to bhi ham dil ko mar rakhte
hain

=>Barq kam hausla hai ham bhi to dil ek beqarar rakhte hain

=>Gair hai murad-e-inayat hae,
ham bhi to tum se pyar rakhte hain

=>Na nigah na payam na wada
nam ko ham bhi yar rakhte hain

=>Ham se khush zam-zama kahan
yun to lab-o-lahja hazar rakhte hain

=>Chotay dil k hain butan mashur
bas yahi aitbar rakhte hain

=>Phir bhi karte hain “Mir” sahib ishq
hain jawan ikhtiyar rakhte hain...

G=>A=>B
Ghulam Ali
ali.buriro207@gmail.com
0344=3888256

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,