Saza pi chhor diya jaza pi chhor diya,

Har ek kaam ham ni KHUDAA pi chhor diya,

Wo hamko yaad rakhta ya hamko bhula dita,

Use ka kam tha use pi chhor dia,

Uske marze bhujha de ya phir jala rakhe,

Charagh hamni jala kar hawa pi chhor dia,

Us si baat bhi karti to kis trha karti,

Yi masla dua ka tha dua pi chhor dia,

Es liyi to wo kahti hin bewafa hamko,

Ki hamni sara zamana wafa pi chhor diya.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,